- || Eshajam’s Dairy || -

3636 views 22 replies
Reply to Topic
eshajam

Age: 36
Total Posts: 15689
Points: 0

Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates


Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche chala karta tha,

socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.

Ek din diwana chal basa.
kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.

jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..
waah re khuda aaj mein hoon
parde mein aur woh benakab ayi.
Posted 12 Mar 2009

Reply to Topic