~Fragi~ said:where r social values ...?
SupidGuy said:
Yeah jo kuch ho raha hai CABLE ki waja se ho raha hai....
Rehan M Din said:
SG paa g... i guess yeh sab CABLE ki wajah se nahi balkeh Elite class educational institutes ki wajah se ho raha hai... jahan per Moral and Social Values ki bajae Confidence ko ziada preference di jati hai...
aur 2nd reason is ki yeh hai keh parents mai yeh soch develop ho rahi hai bachon ko kuch na kaho... is se un k brain ki growth effect hoti hai...
Rehan M Din said:
Aik 8 ya 10 saal k bachay ko koi 40-50 saal ka banda paani lanay k liye kehta hai aur agay se jawab deta hai keh khud lai aen na. ya phir keh deta hai keh main nahi lai kar aa raha.
bachay k parents fakhar se batatay hain "Dekha kitna confidence aa gya hai..."
kya yeh Confidence hai??
sun_shine said:

*Assalam O Alaikum
*I Thinks its Badtameezi.
Afsoos un parents pe jo is harkat ko "Confidence"kehtay hain.
yaa Right Dj bro
agar yehi baat woh Child apnay Parents se kahay tab unhain ehsaas hoga kay its Badtameezi not Confidence.
Child ko isi age main Manners sikhaye jatay hain
Bacha is age main jo seekhta hain wohi Uski Ikhlaaq ki Bunyaad banta hain...!
cutefriend said:simple words main kehte hain badtameezi