Pakia hatela

661 views 10 replies
Reply to Topic
Cute_gal

Age: 124
Total Posts: 9975
Points: 0

Location:
USA, USA
Apun Bolay Tou pakia Hatela..! Umar 25 saal, wajan 80 killo, 6 foot hite aur poora kasrat body bolay tou aik dam janwar mafiq !!!

Abhi wo bole to kya hai na apun ko bhi life mein setle hone ko maangta

isiliye yeah adverteezment apun aap ko de raila hai. Apun maanta hai ki apun

Taporihai

bahut log ka pungi bajayela.

Magar apun ki bhi izzat hai markit mein!!! A pun ko bhi public shaadi-bia me bulati hai woh bhi izzat se! Saaal ka 8/10 peti to apun aaram se kama leta hai.

Buri aadat bole toaur bidi abhi kon nahi pita yaar. Akkha bada bada log apun log se jaasti chada leta hai.

Ab chokiri apun ko aisa maangta hai ke saath mein nikele to public ki jal ke raakh ho jawe!

Bole to aik dam jhakas maal, aik dam patakha

Thodi parhi likhi hongi to chalenga kion ke saala yeah kabhi-kabhi form bharne ke liye saala apun ko 25 log ka haat-pair jodna padta hai.

Apun jo hai na shaadi ki baad aik dam sudhar jaayinga iman se. Maa kasam shadi ke baad apun kisi bhi chikni ko line nahi denga.

Apun ka baccha log ko parha likkha kar apne jaisa tapori banayinga bole to Tapori Doctor,Tapori computer waalaaur bhi bohat kuch...

Bus baap apun ko shadi ke baad me koi chokri ki phamily ka lafda nahi maangta hai.. han bole to kabab me haddi nahi banne ka kya! Koi saala beech mein aayenga to baja dalenga.

Abhi yeah sub accha-saccha lage to apun ko contact karne ka kya!

Munna Mobile ke pichchoo,

Pappu Pager ka Right Hand,

ShanPatti Nagar, Hairan Gali No. 420

Pareshan Road, Arsh Bhai Ka Digital Area
Posted 09 Nov 2003

v.nice...

aur cute buhat mehnaat ki hay :P good work done
Posted 10 Nov 2003

Cute_gal says
i kno...rite....
Posted 19 Nov 2003

Jiya_k says
Cute gal tum kiya koi Gundhiii khandan se ho ?!?!?
Posted 19 Nov 2003

Mani says
ahan...ok!
Posted 19 Nov 2003

slik chik says
haha, very nice cute gal!
Posted 19 Nov 2003

Cute_gal says
thnx....
Posted 19 Nov 2003

~Fragi~ says
very nice
Posted 19 Nov 2003

Posted 20 Nov 2003

valandrian says
bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796
bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796bd35796

bd35796
Posted 10 May 2018

Posted 28 Sep 2018

Reply to Topic