Logo

Ishaq Pagal Hai

ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka

meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja

kaya main pa liya hai kaya main na kho diya hai
shaid hi soch kar hi dil aaj roo diya hai

to hi tha merra appna kasa pher ya tota sapna
to jo mil ka kho jay ga jina mushqil ho jay ga

meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja

ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka

ya ishaq ki hai raha main jin pa ajj chal raha hoon
is aag main na jana kab sa main jal raha hoon

main to hoon tera deewana to na mujh ko na pahchana
dilbar merra isa na katr chahat main to ruswa na kar

meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja

ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka





Posted on 1/2/2004 3:06:49 PM

wah ji wah..bus dehan rakhiya ga k ap pagal na hon..

Posted on 1/4/2004 7:28:02 AM

nice

Posted on 1/4/2004 7:22:22 PM

hahahahahahahahahahhahahahaa
rite hoor in wiv ya man i fink ur rite

Posted on 1/4/2004 7:39:59 PM


HooR is alwayz rite..

Posted on 1/5/2004 8:02:31 AM

btw yeh Ishaq hae kon..??

Posted on 1/5/2004 10:20:03 AM

nice

Posted on 1/5/2004 3:49:39 PM

yup nice

Posted on 1/5/2004 7:49:04 PM

lolz adeeb ap ne jan ker kia karna hae..

Posted on 1/6/2004 6:24:59 AM

yar hoor bata do ke ishq kon hai
becharey adeeb ko nahi pata to

Posted on 1/7/2004 12:35:37 AM

yar nice larki tum bata do to

Posted on 1/7/2004 1:06:36 AM

nice larki kuch batein aise hoti hae jo batai nahi jati.. samjhni parti hae..

Posted on 1/7/2004 5:33:29 AM

aur hoor baat samjha nahi sakti kyoon ke
us mian samjh aur aqal nam ki koi chez hi nahi hai

Posted on 1/13/2004 2:01:09 AM

aray aray lluk Whos Talkin..

Posted on 1/13/2004 6:32:42 AM

arey mari dil ki baat to koi samjhta hee nahi..

Posted on 1/13/2004 11:23:18 AM

pagal ishq
yep

Posted on 1/13/2004 1:23:58 PM

adeeb ap kahien to sahi..hum samjh jayein ge..

Posted on 1/16/2004 5:32:14 AM

mera dil bhi kitna pagal hae..yeh pyaar to tumse kerta hae..

Posted on 1/17/2004 8:53:50 PM

per samnje jab mei ati hun..kuch kehne se kiu yeh darta hae..

Posted on 1/18/2004 8:11:00 AM

lakin kuin adeeb gee app dertay kuin hay hum hay na app k sath

Posted on 1/18/2004 5:37:12 PM

aur ager mene keh diya to...
seb mera saath chor to nahi dogey..

Posted on 1/18/2004 7:51:54 PM

lolz..i think mei SAB mei nahi ati..

Posted on 1/20/2004 5:14:16 AM

sochlo hoory..kahi kuch ho na jaey..

Posted on 1/22/2004 1:21:58 AM

aray kuch nahi hota...darne ka nahi...

Posted on 1/22/2004 5:01:15 AM

kan-fu-sed talks

Posted on 1/22/2004 2:50:14 PM

agar Ishq pagal hay to Aashiq


Posted on 1/22/2004 3:36:37 PM

agar Ishq pagal hay to Aashiq


Posted on 1/22/2004 3:37:11 PM

kidoo itna ziada Confhushe nahi hone ka na re..

Posted on 1/23/2004 7:05:50 AM

wohi na .. hoor .. samajh hi nahi raha

Posted on 1/27/2004 2:51:06 AM

pata nahi yeh aj kal k kids itne jaldi confhushe kiu hote hein..

Posted on 1/27/2004 5:17:10 AM

aaj aur kal kay kids jo howay :P

Posted on 1/27/2004 5:48:19 AM