sadz

Age: 123
Total Posts: 413
Points: 0
Location:
Australia, Australia
lo aa gayi unki yaad, woh nahin aaye
dil unko dhoondhta hai gham ka singhaar kar ke
aankhein bhi ruk gayi hain ab intazar kar ke
ek aas rah gayee hai wo bhi na toot jaaye
rote hain aaj hum par tanhaiyan humari
woh bhi na paaye shaayad parchaiyan humari
barthe hi ja rahe haii mayoosiyon ke saaye
lau tharthara rahee hai ab shama-ye-zindagi ki
ujhri hoowi mohabbat mehmaan hain do ghari ki
mar kar hi ab milengein, jee kar to mil na paaye
lo aa gayi unki yaad, woh nahin aaye