ek pyaar ka naghma hai.

1069 views 9 replies
Reply to Topic
charizmatic

Age: 124
Total Posts: 5317
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ek pyaar ka naghma hai
mojon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

kuch pakar khona hai kuch khoo kar pana hai
jewan ka matlab tu ana aur jana hai
do pal ke jewan se 1 umar churani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

ek pyar ka naghma hai mojon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

tu dhaar hai nadiya ki mein tera kinara hoon
tu mera sahara hai mein tera sahara hoon
ankhon mein samandar hai
ashaoun ka pani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

ek pyar ka naghma hai mojon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai
Posted 08 Feb 2004

Reply to Topic