khataen

687 views 11 replies
Reply to Topic
KHATAEIN

Age: 124
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
   
   SALAAM
PAISA YEH PAISA JISE DEKHO PAISE KI BAAT KARTA HAI
PYAR MOHABBAT TU RAHA HI NAHIN...
    Izat hai shurat hai naam hai Paisa
   aaj kal ke daur main har kaam hai Paisa
    bacha bhora jawan sabhi mangta hai
       yeh nahra sare aam hai Paisa
   mohabbat paison se karten hain sabhi   insaan se nahin
       koi akar batlae ke kahan par nakaam hai Paisa
    main yaaron Jannat ka talabgar hoon duniya ka nahin
       meri nazar main badnaam hai Paisa
    yaar dost , maa baap sab roth gaey mujh se
       ab yon laga hai in ko mana ne ka aakhri maqaam hai
     Paisa.....


Posted 26 Feb 2004

Reply to Topic