Meri Ek Saal ki Muhabbat

2320 views 35 replies
Reply to Topic
dëSî_mÜñdª

Age: 124
Total Posts: 63
Points: 0

Location:
India, India
Jan. main sarsari mulaqat hum ne ki
Feb. main uss se kuch baat hum ne ki
Mar. main isharay se phaigaam diya ussne
Apr. main aankhon se salam kiya humne
May. main woh aa kar ankhon main uthar gayee
June main aa kar woh DiL main bus gayee
July main khaayee hum ne jeenay marnay ki kasmain
Aug. main toor di zamanay ki rasmain
Sep. main achanak uss ne mulaqatain kum kardi
Oct. main uss ki yaad main hum ne ankhain num kardi
Nov. main jaab uss ki shadee ka card aaya
Dec. main ussey Behan keh kar Dil ko behlaaya

Posted 28 Mar 2004

kiran says
achi mohabbet hai per mohabbet woh nayab cheez hai jo eik saal nahin balke puri umer rehte hai ager sachi ki jae to..
Posted 28 Mar 2004

kiran said:

achi mohabbet hai per mohabbet woh nayab cheez hai jo eik saal nahin balke puri umer rehte hai ager sachi ki jae to..

ek dum sahi kaha apne sachi muhabbat kabhi nahi marti

aur ye upar wali kahani is only 4 fun
Posted 29 Mar 2004

kiran yeh nayab kon hai
Posted 29 Mar 2004

charizmatic said:

kiran yeh nayab kon hai

ha ha ha unhe to abhi khud nahi pata
Posted 29 Mar 2004

Saki says
ha ha ha..what a love story..shud try it..
Posted 29 Mar 2004

kiran says
ker laina try...
Posted 29 Mar 2004

Saki says
kiran said:

ker laina try...

koi miley to try karoon na..
Posted 30 Mar 2004

Saki said:

kiran said:

ker laina try...

koi miley to try karoon na..

bus niyat apni saaf rakhna ek din jaroor milegi
Posted 31 Mar 2004

Saki says
dëSî_mÜñdª said:

bus niyat apni saaf rakhna ek din jaroor milegi

to kisse se milney ki yeh recipe hai..yaar kab se try kar rehi hoon par daal hi nahin galti.. ..koi mashwara do as it seems u know all abt it..lol
Posted 31 Mar 2004

~Fragi~ says
ah kiya dukh bhara end hai    
Posted 31 Mar 2004

Saki said:

dëSî_mÜñdª said:

bus niyat apni saaf rakhna ek din jaroor milegi

to kisse se milney ki yeh recipe hai..yaar kab se try kar rehi hoon par daal hi nahin galti.. ..koi mashwara do as it seems u know all abt it..lol

OMG u r a gal   maine socha larka ho   

well dis is ur todays tip

Dil do kisi ek ko
Aur do to kisi nek ko
Jo samjhe pyar ke sek ko
Jab tak sacha dildar na mile
Try karte raho har ek ko

Posted 31 Mar 2004

mein bohot naik hoon
Posted 31 Mar 2004

kiran says
kis pagal ne kaha yeh???
Posted 01 Apr 2004

Saki says
dëSî_mÜñdª said:

OMG u r a gal   maine socha larka ho   

well dis is ur todays tip

Dil do kisi ek ko
Aur do to kisi nek ko
Jo samjhe pyar ke sek ko
Jab tak sacha dildar na mile
Try karte raho har ek ko

lol..lol..lol.. ...yeh sare mujhe larka kiyoon banane pe tulle ho..chalo koi baat nahin!
wese buhat hi achi recipe hai..mauka milla to try karen ge kabi...
Posted 01 Apr 2004

friend_16 says
dëSî_mÜñdª said:

Jan. main sarsari mulaqat hum ne ki
Feb. main uss se kuch baat hum ne ki
Mar. main isharay se phaigaam diya ussne
Apr. main aankhon se salam kiya humne
May. main woh aa kar ankhon main uthar gayee
June main aa kar woh DiL main bus gayee
July main khaayee hum ne jeenay marnay ki kasmain
Aug. main toor di zamanay ki rasmain
Sep. main achanak uss ne mulaqatain kum kardi
Oct. main uss ki yaad main hum ne ankhain num kardi
Nov. main jaab uss ki shadee ka card aaya
Dec. main ussey Behan keh kar Dil ko behlaaya

bewafa! ..
Posted 01 Apr 2004

kiran said:

kis pagal ne kaha yeh???

kiran ne
Posted 02 Apr 2004

Saki said:

dëSî_mÜñdª said:

OMG u r a gal   maine socha larka ho   

well dis is ur todays tip

Dil do kisi ek ko
Aur do to kisi nek ko
Jo samjhe pyar ke sek ko
Jab tak sacha dildar na mile
Try karte raho har ek ko

lol..lol..lol.. ...yeh sare mujhe larka kiyoon banane pe tulle ho..chalo koi baat nahin!
wese buhat hi achi recipe hai..mauka milla to try karen ge kabi...

Mohtarma mauka milta nahi,banana parta hai aur hum to hamesha hi logo ko achi recipe hi batate hain aur muje apko larka banane ka ko shauk nahi hai
Posted 04 Apr 2004

Saki says
dëSî_mÜñdª said:

Mohtarma mauka milta nahi,banana parta hai aur hum to hamesha hi logo ko achi recipe hi batate hain aur muje apko larka banane ka ko shauk nahi hai

MOHTARMA..lol.. wah wah..abb main itni bhi old nahin hoon..
Posted 05 Apr 2004

achaa to kitni old huyi ho

Posted 05 Apr 2004

Saki says
dëSî_mÜñdª said:

achaa to kitni old huyi ho

abhi to main jawan hoon..abhi to main jawan hoon..lol..(u heard this song?)

19 saal main se kadam utha ke 20 saal main rakhne wali hoon kuch months main...lol..
so app mujhe itne old kisam ke titles na dain..

oh aap to sahi mein jawan ho,   maine to buriya samjha tha
Posted 05 Apr 2004

BURIYA hahahaahaahahhahahahahahahahahahaha sounds so funnnnnnnnnnny lol BURIYA hahaa
Posted 05 Apr 2004

Saki says
charizmatic said:

BURIYA hahahaahaahahhahahahahahahahahahaha sounds so funnnnnnnnnnny lol BURIYA hahaa

chriz yaar thore haso, kahin tumahre dant hi na ghir paren....
yaar DM..u're insulting me man..
Posted 06 Apr 2004

cummmmmon yaar saki jus a joke dont take it seriously

awww hey kya naam hai apka, khair jo bhi ho Miss Saki ji

i was jus kidding yaar

bole to apun ek dumm majak kar ra tha baap, faltoo mein koi tension ni lene ka

samjhi kya.. ya doon ek kaan ke niche
Posted 06 Apr 2004

apon bhi yehi bol rella hai
Posted 07 Apr 2004

Saki says
charizmatic said:

cummmmmon yaar saki jus a joke dont take it seriously

HUM BUHAT AMEER LOG HAIN..app jaise chotey logon se baat nahin karta, app ke joke kabool nahin karta...lol...

yaar i didn't take it seriously coz if i had tum iss duniya se kab ke uth chuke hotey, tum hum ko nahin janta berooo!!!!!!!
Posted 07 Apr 2004

Saki says
dëSî_mÜñdª said:

awww hey kya naam hai apka, khair jo bhi ho Miss Saki ji

i was jus kidding yaar

bole to apun ek dumm majak kar ra tha baap, faltoo mein koi tension ni lene ka

samjhi kya.. ya doon ek kaan ke niche

bole to beroo koi tension nahin lene ka..apun tera mazak khoob samajta hai..
tu hath to laga ke dekh mujhe berooo, khopri na ghumi di to gabar singh naaam nahin mera!
Posted 07 Apr 2004

GABBAR SINGH female gabbar hahaaaahahahhaaha lolzzzzzzzzzzzz
Posted 08 Apr 2004

tarash says
yeh kisi film ki shooting to nahin ho rahee?
Posted 08 Apr 2004

Reply to Topic