Logo

TALASH -E- GUMSHUDA

humari 2 adad pyaree se members ghaib hain
jis kisi ko un k mutaaliq pata ho baraey mehrbani
following address par itlah dein
www.janubaba.com
Member#1 ka naam hai HOOR
hai to pakistani laikin apney aap ko
LONDON KI HOOR kehlwana pasand kartee hain

Member #2 ka naam hai KIRAN
kiran kiran hotee hai

agar yeh message woh khud parhein
to wapas aa jayein,
unhein kuch nahin kaha jye ga

Posted on 4/4/2004 9:07:46 AM

hanji waisey donoo k na aaney ka sabab to maloom hai .. umeed hai k woh jald hee jb per dobara ana shoro kar dein gein

Posted on 4/4/2004 11:18:14 AM

na aanay ka kya sabab hai???

Posted on 4/4/2004 11:44:48 AM

woh sabab bhi bus eik sabab hai ... per koi na mumkin nahi ... so un ko aana hoga

Posted on 4/4/2004 6:42:00 PM

me to yahann hu..
no one missed me

Posted on 4/5/2004 2:07:32 PM

HOOR JANNAT MAIN WAPIS CHALI GAYE HAI

Posted on 4/5/2004 5:01:01 PM

humari 2 adad pyaree se members ghaib hain yaar ye kesay ho sakta hai.........

Posted on 4/5/2004 8:40:17 PM

kiya huva kon chala geya

Posted on 4/6/2004 2:43:04 AM

shahrukh khan:
tarash:
humari 2 adad pyaree se members ghaib hain
jis kisi ko un k mutaaliq pata ho baraey mehrbani
following address par itlah dein
www.janubaba.com
Member#1 ka naam hai HOOR
hai to pakistani laikin apney aap ko
LONDON KI HOOR kehlwana pasand kartee hain

Member #2 ka naam hai KIRAN
kiran kiran hotee hai


agar yeh message woh khud parhein
to wapas aa jayein,
unhein kuch nahin kaha jye ga

makhan kam



yaar abhi to mein nein makhan lagya hi nahin

Posted on 4/6/2004 11:00:26 AM

mansoor ghouri:
tarash:
humari 2 adad pyaree se members ghaib hain
jis kisi ko un k mutaaliq pata ho baraey mehrbani
following address par itlah dein
www.janubaba.com
Member#1 ka naam hai HOOR
hai to pakistani laikin apney aap ko
LONDON KI HOOR kehlwana pasand kartee hain

Member #2 ka naam hai KIRAN
kiran kiran hotee hai



agar yeh message woh khud parhein
to wapas aa jayein,
unhein kuch nahin kaha jye ga

eray yar ek or bhi hain huma wo bhi qum ho gaey hain



theek hai aap huma k leeay ishtehar day dain

Posted on 4/6/2004 11:04:00 AM

Queen Victoria:
HOOR JANNAT MAIN WAPIS CHALI GAYE HAI



queen plz aap hoorko hukam dain k wo janat se wapas aa jye





aur kiran kahan hai??

Posted on 4/6/2004 11:06:43 AM

~Fragi~:
woh sabab bhi bus eik sabab hai ... per koi na mumkin nahi ... so un ko aana hoga


laikin kab????

Posted on 4/6/2004 11:08:22 AM

just_adiii9:
humari 2 adad pyaree se members ghaib hain yaar ye kesay ho sakta hai.........



yeh to mujhey bhi nahin pata
laikin aisa ho gya hai

Posted on 4/6/2004 11:10:51 AM

junooni:
kiya huva kon chala geya



aap appney gittar mein mast hain
aap ko kya
kaon aya kaon gya?

Posted on 4/6/2004 11:15:46 AM

tarash:



aur kiran kahan hai??
JAHANUM MAIN ......

Posted on 4/6/2004 1:38:32 PM

humari 2 adad pyaree se members ghaib hain yaar in main aik baat to thik hai gaib hain .......laikin payaree payaree.....samjh main nahi aaya........

Posted on 4/6/2004 1:41:06 PM

just_adiii9:
tarash:



aur kiran kahan hai??
JAHANUM MAIN ......


Adii aap ki uss say Mulaqaat hue hay??

Posted on 4/7/2004 12:00:02 PM

just_adiii9:
tarash:



aur kiran kahan hai??
JAHANUM MAIN ......



Astagfurillah

Posted on 4/7/2004 1:04:07 PM

just_adiii9:
tarash:



aur kiran kahan hai??
JAHANUM MAIN ......


aisi baat mizaq mein bhi achi nahin lagtee

Posted on 4/7/2004 2:50:28 PM

tarash:
just_adiii9:
tarash:



aur kiran kahan hai??
JAHANUM MAIN ......


aisi baat mizaq mein bhi achi nahin lagtee
OK

Posted on 4/7/2004 10:03:21 PM

Queen Victoria:
HOOR JANNAT MAIN WAPIS CHALI GAYE HAI



uff yeh andar ki bat ap ko kaise pata chali?

Posted on 4/8/2004 1:49:25 AM

tarash:
Queen Victoria:
HOOR JANNAT MAIN WAPIS CHALI GAYE HAI



queen plz aap hoorko hukam dain k wo janat se wapas aa jye


aur kiran kahan hai??



deko jee..hum jannat se wapis agaye..ap sab ka pyar humei yaha wapis khench laya..

lolz kuch ziada to nai hogaya na..

Posted on 4/8/2004 1:50:51 AM

welcome Hoor kahan gaib hain in dino

post kiyoon nahi karti hain

Posted on 4/8/2004 2:14:55 AM

london_ki_hoor:
tarash:
Queen Victoria:
HOOR JANNAT MAIN WAPIS CHALI GAYE HAI



queen plz aap hoorko hukam dain k wo janat se wapas aa jye


aur kiran kahan hai??



deko jee..hum jannat se wapis agaye..ap sab ka pyar humei yaha wapis khench laya..

lolz kuch ziada to nai hogaya na..



boht boht shukria
aap humarey kehnay par janat se bhi wapas aagyein


nahin kuchh ziada nahin hoa

Posted on 4/8/2004 3:06:32 AM

london_ki_hoor:
tarash:
Queen Victoria:
HOOR JANNAT MAIN WAPIS CHALI GAYE HAI



queen plz aap hoorko hukam dain k wo janat se wapas aa jye


aur kiran kahan hai??



deko jee..hum jannat se wapis agaye..ap sab ka pyar humei yaha wapis khench laya..

lolz kuch ziada to nai hogaya na..


Kuch kamm bhee nahene hua na

Posted on 4/8/2004 11:20:44 AM

mein to naraz hoon mein to baat nahi kar raha na hoor naani sey

Posted on 4/9/2004 2:28:11 AM

~Fragi~:
mein to naraz hoon mein to baat nahi kar raha na hoor naani sey
achaaa aap un say naraz hain aur un ko nahi pata ...........

Posted on 4/9/2004 8:45:57 AM

~Fragi~:
mein to naraz hoon mein to baat nahi kar raha na hoor naani sey


Naani baat ker rahee hay apnay nawasay say???

Posted on 4/9/2004 11:31:34 AM

~Fragi~:
mein to naraz hoon mein to baat nahi kar raha na hoor naani sey

Naani

Posted on 4/9/2004 12:41:48 PM

acha janat se wapas aa kar hoor nani ho gye hain

Posted on 4/9/2004 8:56:59 PM

waisey had kar dee hai in donon nein
baqi forums mein in ki posts hain
laikin kya yahan par aana ban to nahin hai

Posted on 4/9/2004 9:19:49 PM