If ADI...

1813 views 59 replies
Reply to Topic
Shahrukh Khan

Age: 124
Total Posts: 43596
Points: 0

Location:
Netherlands, Netherlands
If Adi goes from jb...we will also not come to jb...
Posted 22 Apr 2004

~Fragi~ says
ok ok .. koi nahi ja raha jb sey .... ortie ???

sirf mein hee ja raha hooon ..

have a nice time guyz ,,,

meri bhool thee

meinney maan lee

Posted 22 Apr 2004

~Fragi~ said:

ok ok .. koi nahi ja raha jb sey .... ortie ???

sirf mein hee ja raha hooon ..

have a nice time guyz ,,,

meri bhool thee

meinney maan lee

nobody is going from here
Posted 23 Apr 2004

subha says
kiya ho giya hay aap logon ko

kahen nahi ja rahey Jin aur na hi adii
Posted 23 Apr 2004

Rain Man says
jissne jaane ki baat ki yahan se to mein usko....

kuch nahin kahoonga...do wat u gotta do guys...chill out
Posted 23 Apr 2004

Rain Man says
but seriously if i leave JB i'll just go with out postin a topic or ne thing, just an email to WOL n boom i'm gone...lol i won't do this gettin ppls attention n stuff
Posted 23 Apr 2004

¥Ä§ ÐËViL said:

jissne jaane ki baat ki yahan se to mein usko....

kuch nahin kahoonga...do wat u gotta do guys...chill out

Modship chor do
Posted 23 Apr 2004

tarash says
yeh kya ho raha hai
aisa kya ho gya
jo sab hi janey ki baat kar rahey hain
adiii,fragi,srk
plz dont say like this
its my request to u all
Posted 23 Apr 2004

tarash said:

yeh kya ho raha hai
aisa kya ho gya
jo sab hi janey ki baat kar rahey hain
adiii,fragi,srk
plz dont say like this
its my request to u all

adi ja raha hai...hum use rok rahe hain..
Posted 23 Apr 2004

Rain Man says
vote kardo yaar, tumhare huq mein aaye to ussi din chord doonga modship...
sall ne try kar liya hai, tumbhi karlo...humne kisi ko nahin roka
like i said do wat u gotta do buddy
Posted 23 Apr 2004

ymahmood says
what happened..why Adii and Fragii talking to quit JB.
What's the Actual Problem?????
Posted 23 Apr 2004

¥Ä§ ÐËViL said:

vote kardo yaar, tumhare huq mein aaye to ussi din chord doonga modship...
sall ne try kar liya hai, tumbhi karlo...humne kisi ko nahin roka
like i said do wat u gotta do buddy

kheer...i was joking..apun ko kisi se koi dushmani nahi
Posted 23 Apr 2004

friend_16 says
.... ye kia hoo raha hai??????

Posted 23 Apr 2004

Rain Man says
dhoodh wale ko dhoond rahe hain, tumne dekha hai usse kahin
Posted 23 Apr 2004

tarash says
shahrukh khan said:

tarash said:

yeh kya ho raha hai
aisa kya ho gya
jo sab hi janey ki baat kar rahey hain
adiii,fragi,srk
plz dont say like this
its my request to u all

adi ja raha hai...hum use rok rahe hain..

main aap k sath hoon kisi ko naraz ho kar nahin janey dena
Posted 24 Apr 2004

tarash says
shahrukh khan said:

¥Ä§ ÐËViL said:

vote kardo yaar, tumhare huq mein aaye to ussi din chord doonga modship...
sall ne try kar liya hai, tumbhi karlo...humne kisi ko nahin roka
like i said do wat u gotta do buddy

kheer...i was joking..apun ko kisi se koi dushmani nahi

yahan sab hi friends hain
kisi ki kisi se koee dushmani nahin hai
yeh janey aur chorney ki baton ko janey do yaar
Posted 24 Apr 2004

aik to pata hi nahin chalta pehlay pms main aik doosaray say naraz ho jatay hai aur baad main yahan topic post ho jatay hain me goin........i'm back........kya masala hai....plz agar yahan batana hota hai to kam az kam reason to bata diya karain kon kis say naraz hai aur kyun ja raha hai
Posted 24 Apr 2004

Rain Man says
yup queen is right, if u have no reason then r u an idiot
Posted 24 Apr 2004

Queen Victoria said:

he said key log us ki baatien mind karte hain...shayad aap ne topic nahi para aur aap hadh se zaida baatien kar rahi hai dr queen
Posted 24 Apr 2004

¥Ä§ ÐËViL said:

yup queen is right, if u have no reason then r u an idiot

insaan apne aap ko dekhta nahi hai...apne gerebaan main jhank kar dekho ke tum ho kese,,,
Posted 24 Apr 2004

shahrukh khan said:

Queen Victoria said:

aik to pata hi nahin chalta pehlay pms main aik doosaray say naraz ho jatay hai aur baad main yahan topic post ho jatay hain me goin........i'm back........kya masala hai....plz agar yahan batana hota hai to kam az kam reason to bata diya karain kon kis say naraz hai aur kyun ja raha hai

he said key log us ki baatien mind karte hain...shayad aap ne topic nahi para aur aap hadh se zaida baatien kar rahi hai dr queen
topic: bye forever main parh lo..pata lag jayega
Posted 24 Apr 2004

Ashii says
hein.. ya kya naya panga start ho gaya

abayyy araaam nahi aata tum logon ko
aur sall kya ???    hannn kya sallllll..
mera naam liya na jiss ne..

usss ki me...

chatni bana du gi
Posted 24 Apr 2004

~Fragi~ says
chatni banani bhi aati hai kiya ???
Posted 24 Apr 2004

~Fragi~ said:

chatni banani bhi aati hai kiya ???

aaj tak kitchen main nahi gayee...chatni kya banaye gie
Posted 24 Apr 2004

Rain Man says
humara hukum hai sall ko jaladiya jaye,
Posted 25 Apr 2004

tarash says
Queen Victoria said:

aik to pata hi nahin chalta pehlay pms main aik doosaray say naraz ho jatay hai aur baad main yahan topic post ho jatay hain me goin........i'm back........kya masala hai....plz agar yahan batana hota hai to kam az kam reason to bata diya karain kon kis say naraz hai aur kyun ja raha hai

sirf itna pata hai kisi nein comments par mind kia hai
kis nein kia hai ,kion kia hai
aur aise kya baat ho gyee thi jo yahan tak nobat ponch gyee
Posted 25 Apr 2004

tarash says
hai koee jis k paas ADIII ka mailing(e-mail) address ho to plz mujhey pm kar dein
main us ko wapas laney ki try karna chahata hoon
Posted 25 Apr 2004

tarash says
¥Ä§ ÐËViL said:

humara hukum hai sall ko jaladiya jaye,

karwee kaseeli batein kar k sall ko jalta jaey ga
Posted 25 Apr 2004

Ashii says

yeh sab k sab pagal ho gae hein

keep on trying.. im made of hmmmmm
pata nahi kya..
koi asar nahi hoga
Posted 25 Apr 2004

ymahmood says
you are made of ? kay asar nahene ho gaa
Posted 26 Apr 2004

Sheeda says
adi ko apun wapes ley ga.
Posted 26 Apr 2004

Reply to Topic