its 4 her

949 views 21 replies
Reply to Topic
rao_buddy

Age: 124
Total Posts: 1046
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
iss ko apna fardaan ki fikar thi wo mera wakfee hal tha
wo jo iss ki taloo subh thi wohi mera waqte zawal tha
meri bat kaisa wo manta mera dard kaisa wo janta
wo to khud fanna ka safar main tha isse rokna bhi mahal tha
damme wapsee isse kia hoa na wo tazgee na wo roshnii
wo sitara kaisa bikhar gaya wo jo apni misal app tha
wo milla to sadiioon ka bad bhi mera lab par koi gilla na tha
isse meri chup na rula dia jisse guftgoo main kamal tha
mera ath lag kar roo dia mujhe fakhree itna wo kah sakka
jisse janta tha main zindagee wo to bas wahmoo khiyal tha
Posted 28 Apr 2004

Reply to Topic