Logo

((((( Me 2 Going )))))

Bye Bye Jb
















































haan na kal sunday hai aaj saturday hai
ghar ja rahi hoon
kal chhutti hai na
ab monday ko clinic aaoon gi










kaisa



Posted on 5/15/2004 1:34:39 PM

QUEENY JI .......KA.....

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.

.
.
.
.
..

.
.
.
.
..
FASAD.....LOLZZZZ




AISA WESA .

Posted on 5/15/2004 1:38:30 PM


Posted on 5/15/2004 2:27:12 PM

ooho....aap phir wapis aa gai hain...............


main to shukar aada kar raha tha....k aap gain ....

laikin aap abhi yahin hain .


Posted on 5/15/2004 3:05:54 PM

heehhe mein samjha jb per new phada ho gaya hia

Posted on 5/15/2004 4:06:38 PM

just_adiii9:
ooho....aap phir wapis aa gai hain...............


main to shukar aada kar raha tha....k aap gain ....

laikin aap abhi yahin hain .

bayfikar raho main dushmanon ko khush honay ka moqa nahin daiti

Posted on 5/15/2004 4:20:13 PM

Queen Victoria:
just_adiii9:
ooho....aap phir wapis aa gai hain...............


main to shukar aada kar raha tha....k aap gain ....

laikin aap abhi yahin hain .

bayfikar raho main dushmanon ko khush honay ka moqa nahin daiti



Aao JB main mil kar FASAD philain ..........

Posted on 5/15/2004 4:30:09 PM


D E R O N G I

Posted on 5/15/2004 4:54:23 PM

loo jii,,
kal lo baat..
dushman khush ho gae the khamkha mei

hehehheehehehheee..

Posted on 5/15/2004 6:19:59 PM

Kal li Baat .......

Posted on 5/15/2004 7:22:01 PM

accha bye bye queen ji

























have a nice week dear

Posted on 5/15/2004 7:58:27 PM

aur mein samjha ab kise bann karna hai

Posted on 5/16/2004 1:46:07 AM

I am Back





yeh alag topic open karna tha phir socha rahnay do

yas yeh kya ajeeb GHAREEB nick hai matlab kya hai is ka plz batana zara

Posted on 5/18/2004 3:00:39 PM

JI AAYA NOO...



Posted on 5/18/2004 3:23:26 PM

shahrukh khan:
believe me or not...i was thinking aap nahi jao gey
aap ko kaisay maloom?????




waisay main jab kabhi bhi gaye aur kisi baat say naraz ho kar bhi gaye to koi topic open nahin karoon gi aur khamoshi say chali jaoon gi

Posted on 5/18/2004 4:18:35 PM

lo tumhari qasar baqi reh gaye thie ...

Posted on 5/19/2004 2:37:36 AM

kiski kasar??????
and wt abt this...>
u know that....

Posted on 5/19/2004 3:27:26 PM

mere nick ka matlab, dimaghi pagal hai

Posted on 5/19/2004 3:59:04 PM

woh to mujhay aap per pehlay hi shak tha

Posted on 5/19/2004 4:28:39 PM

~Fragi~:

D E R O N G I
is ka kya matlab hai fragi

Posted on 5/19/2004 4:34:47 PM


bari baat hay aap ko sab matlab pata hein ;) j/k

Posted on 5/19/2004 7:00:08 PM

lol WOL
Queen ka dimagh jo itna tez hai

Posted on 5/20/2004 5:05:50 AM

tum sahk tha yakeen kyon nahin thaa

Posted on 5/20/2004 5:06:07 AM

main to preshan ho gya
yakdam queeny ko kya hoa
fasadi naam kisi aur ka hai
laikin kya yeh bhi aik fasad nahin hai



agar kisi ki baat se naraz ho kar jana ho to plz bata kar jana

Posted on 5/20/2004 5:18:34 AM

þSÿÇHØ:
tum sahk tha yakeen kyon nahin thaa
shaq yaqeen ka first step hai na...waisay ab mujhay yaqeen hai

Posted on 5/20/2004 2:14:24 PM

PATA NAHI KIA HO RAHA HAI YAHAN....LAIKIN PANGA LAINAY MAIN KIA HARJ HAI ....KIUN QUEENY JI .....

Posted on 5/20/2004 2:23:29 PM

yahaan aik new games chal rahee hai kia??? saray janay ki batain ker rahay hain?? ... anywayz me BACK!

Posted on 5/20/2004 6:40:18 PM

ARAY HAAN NA......YAHAN bohut PHADAY chal Rahay.




Ab aap aa gai ho to





Kuch karo na ....

Posted on 5/20/2004 7:16:36 PM

shukar hai kisi ne mujhay sachcha to mana

Posted on 5/21/2004 12:53:59 AM

kIA aAP cHACHA hOOO

Posted on 5/21/2004 9:26:12 AM

haan na Adii its ur job zaroor lo panga




Sahaili yeh topic sirf aik mazaq tha...waisay main kal phir chali jaoon gi

Posted on 5/21/2004 3:24:04 PM