Zindagi zinda dili ka naam hai .. murda dil kiya khaak jiya kartey hain humein yeh khawab nazar araha hai k her insaan eik dosrey sey lataluk sa hota ja raha hai khamooshi ney hansi aur khakhoon kee jagah ley lee hai muskaratey laab aab udas nagmey gatey hain hansti muskarati shamein aab khamoosh hoti ja rahee hain nafsa nafsi ka zamana hai her koi eik dosrey sey begana hai mohabat k naam per dhoka hai her koi aab beezar rehta hai yeh khamoshiayian sab ko marey ja rahee hain yeh waswasey jeeney nahi detay
woh zamana kiay hoya jab sab borey bachey sham ko eik jaga bhetay hanstey boltey they naujawan eik dosrey sey gholtey miltey they
aab yeh nafsa nafsi kiyoon
zindagi bedali sey nahi jee jaati ......
is k liye khud mein aur sab dossroon k diloon mein mohabat banani hogi.. hasna haaasana hoga.... dardoon ko mitana hoga ...fasley ghateny hongey
Age: 124
7682 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
nice nice.. vvv nice
""""nafsa nafsi ka zamana hai her koi eik dosrey sey begana hai mohabat k naam per dhoka hai.... ....... is k liye khud mein aur sab dossroon k diloon mein mohabat banani hogi.. fasley ghateny hongey"""""
Age: 124
7682 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
yeh dunya bass ik gorakh dhanda hai inn logon ko dekh k dil kehta hai yeh bandar hai k banda hai ?¿ aur yeh jo bohot bari bari batein karta hai andar se uss ka dil bohot buzdil aur zehn bohot ganda hai (kdn)
taliyan ho ja'ain is sher pe,, warna yeh sher aap sab ko kha jae ga
Age: 124
7477 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
hoon nafsa nafsee ka dour tu hai,lekin ye khsoor humko dossron per dalney kii bajaye,khud apna muhasba kerna pareyga,ke hum kiya ker rahey hain,apni islaah kernee pareygi,jabhi sab theek ho jayengey baree baree,or merey poiunt of view main ye saree khrabi Islam se douri ki badoulat hai,dousree kharafaat main per gayee hain or Islamic books or sunnat se douri ekhteyaar ker liihai,lekin samghta kon hai,koi samghna hii nahi chahta,na janna chahta.
*Koi haath tuk na milayega jo galey milo gey tapaak se Ye naye mizaj ka shaher hai yahan fasley se mila kero.
Age: 42
8100 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
SALL said:
yeh dunya bass ik gorakh dhanda hai inn logon ko dekh k dil kehta hai yeh bandar hai k banda hai ?¿ aur yeh jo bohot bari bari batein karta hai andar se uss ka dil bohot buzdil aur zehn bohot ganda hai (kdn)
taliyan ho ja'ain is sher pe,, warna yeh sher aap sab ko kha jae ga
Age: 42
8100 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
SanaSana said:
hoon nafsa nafsee ka dour tu hai,lekin ye khsoor humko dossron per dalney kii bajaye,khud apna muhasba kerna pareyga,ke hum kiya ker rahey hain,apni islaah kernee pareygi,jabhi sab theek ho jayengey baree baree,or merey poiunt of view main ye saree khrabi Islam se douri ki badoulat hai,dousree kharafaat main per gayee hain or Islamic books or sunnat se douri ekhteyaar ker liihai,lekin samghta kon hai,koi samghna hii nahi chahta,na janna chahta.
*Koi haath tuk na milayega jo galey milo gey tapaak se Ye naye mizaj ka shaher hai yahan fasley se mila kero.
That' all....
islah apnee hee karnee hogi ........coz hansta bolta insaan sab ko acha lagta hai jabkey .....kooney mein khamoosh bheta kissi ko acha nahi lagta