arey main nai itna putta karwaya hai kai woh abb mg nahin king of jb hai
aur wapis bhi aa jai ga
just wait and watch
guyz
Ek hay jb ka king (MG)
or ek hay jb ki queen.
lakin queen to jb may hotti hay![]()
laqkin king nahi hay![]()
ub queen say poocha jaey kay king ji kaha hay
or unhain jb main layker kes terha aya jaey![]()
hum ap kay hukem kay muntazer hay queen ji![]()
kuy k jub king or queen ekethay nahi ho jatay opss i mean kay jb may ekethay nahi a jatay to jb may maza nahi aey ga kui what u say guyz![]()
aray humain shy princess nahin chaheay zara dheet qisam ki chaheay akhir pura jb ka control sambhalna hai koi mazak hai kia???