Age: 124
8284 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
us rishtay ko pyar ka naam diya jaay.... but agar pyar hai tu bus dil main rakho... kabhi batana nahin chahiyay coz yahi pyar buhat dukh daita hai buhat zada...buhat anso daita hai... dil main rakho pyar ko aur Allah khud hi sabar ka phal day day ga...jaldi karo gay tu anso hi milain gay...
Age: 124
8284 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dil main rakho apnay pyar ko bas.... ya nahin kahti kay pyar na karo karo zaror karo...but batao nahin...chupa lo apnay pyar ko...nazar lagti hai aur buhat bori lagti hai...kabhi kabhi apni hi nazar lag jati hai... i know i sound cheap n backward but this is reality n dis is truth...
Age: 124
8284 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khabaoon main mat rahna...jab ankh khulti hai tu buhat say ansso aa jatay hain...buhat si dard hoti hai...buhat si chubhan hoti hai....is liyay khaboon say bahir aa jao...ya zindagi khaboon jaisi khubsorat nahin hai..
Age: 124
8284 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dil main pyar zaya nahin hota....Allah sab janta hai....woh zaror is dil main rakhy pyar ko injam tak pohanchay ga... but jab insaan wait nahin karta tu Allah shaid us say khush nahin hota...
Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray WAS seedhee tarah keoon nahi keh daitay kay piyaar hoo gia hai.. .. afterall app nay 11 shadiaan kernee hai .. mujhay batain kaun hai .. main us say contact karoon...
Age: 124
8284 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zarori nahin jis say pyar ho us say shadi bhi ho jaay...ya buhat kam hota hai aur kismat waloon kay sath hota hai... aur waisay bhi agar pyar na milay tu shadi karna zarori nahin...ya zarori nahin hai kay apko pyar nahin mila tu kisi aur say shadi kar lain...nopes phir shadi ka sawal hi nahin hota... ya mara khayal hai...agar pyar nahin mila tu kisi say bhi shadi nahin...