Logo

yeh kion hota hey?

samajh nahin aata k larkian aakhir larkon ko bewakoof kion banane ki koshish karti hain? yeh pehley dosti ka hath baraha kar kion aik dam bagher kisi waja k khench leti hain aakhir kion??????

Posted on 6/24/2004 7:37:31 PM

har ladki ek jaisi nahi hoti
jaise hum ladke ab tum honest ho to
u can't expect everyone to b like u
jahan tak baat rahi bewaqoof banane ki to unko yeh moqa hi nado ke woh ye sab karpain.

Posted on 6/24/2004 7:41:05 PM

yes u right

Posted on 6/24/2004 9:50:01 PM

the boss is always right

Posted on 6/24/2004 10:10:55 PM

boss kis cheez ka

Posted on 6/24/2004 10:16:17 PM

bhaee aap kion bewaqoof bantey hain
dekh bhaal kar dosti kia karein

Posted on 6/24/2004 10:16:51 PM

dekhe kis ko???

Posted on 6/24/2004 10:18:07 PM

pata nahi    

Posted on 6/24/2004 10:19:46 PM

ladkiya kyon serious banaye gi jo phelay se hi bewaqoo hota hai to usmain girls ka kia kasoor

Posted on 6/24/2004 10:49:09 PM

rajaamin:
samajh nahin aata k larkian aakhir larkon ko bewakoof kion banane ki koshish karti hain? yeh pehley dosti ka hath baraha kar kion aik dam bagher kisi waja k khench leti hain aakhir kion??????



yeh hamesha sach nahi hota

Posted on 6/24/2004 10:52:07 PM

dear larkian kia bewakoof banaigii essaa bohat kaam hota hai
mostly larky hi bewakoof banaty hain larkion ko

or buss sab aikjesay nahi hotay
jo doosti bolkar hoti hai wo normaly esii hi hoti hai

Posted on 6/25/2004 7:04:58 AM

yar seedhay saadhay ladke agar phans jaate hai tou yeh unki innocence ko show karta hai

Posted on 6/25/2004 11:27:02 AM


Posted on 6/25/2004 6:28:08 PM


Posted on 6/25/2004 7:22:04 PM

yr tum koi baat nahi kar sakty

Posted on 6/26/2004 7:37:17 AM

javad ji yeh tang karta hai aise faces bana kar

Posted on 6/26/2004 10:50:20 PM

hmm
chalo banany doo isayyy

Posted on 6/27/2004 10:59:29 AM

haan khush rehno do ussay

Posted on 6/27/2004 1:46:40 PM

hmmmmmmmmmmmmmmm
rajaamin zindagi may essa be hotta hai.....





Posted on 6/27/2004 8:48:14 PM

hota hai hota hai hota hai

Posted on 6/28/2004 7:42:33 AM


Posted on 7/31/2004 12:27:32 AM

rajaamin:
samajh nahin aata k larkian aakhir larkon ko bewakoof kion banane ki koshish karti hain? yeh pehley dosti ka hath baraha kar kion aik dam bagher kisi waja k khench leti hain aakhir kion??????


app ko waki yakeen ha eki woh khlai bewakoof bannay ki koshish karti hein ya un ko banna baneya mil jatahae

Posted on 7/31/2004 7:22:51 AM