Logo

~ Bait-Baazi for July~

Ji saathiyo , naye maah ke saath nayi Bait-baazi

July ka aaghaaz kartey hain

rulez ka aap ko pata hi hai , shair mein se koi sa word chose kar ke de dein . taake saathi uss word ko agley shair mein use kar sakein.
yaad rahay kay app apni zati shairi bhi shair ker saktay hain
main shuroo karta hoo'n aham aham

GHuM-E-DUNYA, GHUM-E-UQBA, GHUM-E-DORAA'N , GHUM-E-DOST
JIS JAGA MAIN HOO'N , FARISHTA HO TO PAAGAL HO JAYE

word hai

farishta / pagal

Posted on 6/29/2004 3:31:05 PM

yaar farishta pagal nahin hota

Posted on 6/29/2004 9:47:46 PM

app agay kuch likhian

Posted on 6/30/2004 11:12:10 AM

mera shair pagal se to start nahi ho raha per
pagal word a raha hai yeh lay sunao yeh mera own shair hai



dil to pagal hai
dil deewana hai
dil to pagal hai
dil deewana hai


ab word hai dil


Posted on 7/9/2004 12:29:42 AM

Dil dharakhta hai,
tera nam gungunata hai.
Hawa chalti hai,
tere khushboo lati hai.
Hath mein khujlee hai,
Tere gal yaad ati hai

Actually last setence badli kardeti houn.

last 2 lines ko bana do:

Jab bhi muskhurati houn, tere yaad ati hai.

So, the word i leave you with is Muskhurahat????


Posted on 7/14/2004 3:07:50 PM

muskurao nahi balkay haso

Posted on 7/24/2004 1:00:33 AM

you know what they say, hasi to pasi

Posted on 7/26/2004 5:33:35 PM

carry on

Posted on 7/27/2004 12:46:30 PM

Jo GuZaR GaYa WoH KaL ThA, Jo AaNeY WaLa hAi WoH BhI KaL Hai..FeSaLA TuMHe KaRnA hAi TuM KiS KaL Mai JeEnA ChAhTey Ho........

Posted on 7/27/2004 12:51:03 PM

A very noble man(Kettering) once said
"how can you have a better tomorrow if your always thinking about yesterday"

Jo hua hone do, jo horaha hai usko dekho aur samjho, phir jo hona chahiye woh socho aur karo.

A lovely thought for the day:
"guzre hue lamhe itihas hai, anee wale lamhe zindagi hai"

Posted on 7/27/2004 2:27:56 PM

ya kai horaha hay yaha per ???

Posted on 7/28/2004 12:31:06 PM

I think ishe hum chote level ki philosophy keh sakte hai. Kyoun, waha kya horaha hai?

Posted on 7/28/2004 1:21:44 PM

mera naya kalaam
mujsa na deh zamanay ko parwar degar dil
ashefata dil farifita dil beqarar dil
har bar mangti hai naya chashmay yaar dil
ik dil kai kissi tarhan banao hazar dil
phoocha jo usnay talub roz juza hai kaun
nikal mere zaban se gaya be ikhtiyar dil

Posted on 7/29/2004 12:49:19 AM

Very good. That was really nice.

Posted on 7/30/2004 4:37:59 PM

thx

Posted on 8/2/2004 12:16:09 AM