Logo

Gum ki barish

Gum ki barish nay bhi teray naqsh ko dhoya nahi

Tunay mujhay khodia meinay tujhay khoya nahi

Neend ka halka gulabi sa khumaar uski aankho mein hay

Yun laga jaisay wo der tak soya nahi

Jurm aadam nay kia aur saza nasl-e-aadam ko

Kaat'ta hoon zindagi bhar jo meinay boya nahi

Jaanta hoon aik aisay shakhs ko mein

Gum say patthar hogaya magar roya nahi


Posted on 7/18/2004 6:04:05 PM

2 good...i m impressed!

Posted on 7/18/2004 6:05:59 PM

Main nay na ...Ghum ki barish main apnay cloth dhoo liy ....



Kaisa

Dr sb ...ye sab aap Lafs n lines main kahain to achaa na hoo... wesey main is topic ko lafs n lines mian move kar raha hoon .......dunt mind haan

Posted on 7/18/2004 8:40:31 PM

Ahhhoooo

Posted on 7/18/2004 8:47:23 PM

""gum ki barish""
??????????


tabhi sab kuch chipak gaya hai

Posted on 7/19/2004 11:36:50 PM

bohat keecher ho raha hai

Posted on 7/20/2004 10:58:18 AM

chaloo queeny aur sall moto ..tum dono mil kar saf karoo......

Posted on 7/20/2004 2:32:11 PM

tumhain pay kis baat ki milti hai jb say

Posted on 7/20/2004 2:55:17 PM

hum se safai karwa rahe ho..
apni jaan pyari nahi rahi kya


Posted on 7/22/2004 10:33:56 PM

SALL:
""gum ki barish""
??????????


tabhi sab kuch chipak gaya hai






merey mind main bhi bilkool yehi aaya tha
gum perh ker

ghum aisey liktey hain

Posted on 7/24/2004 12:38:58 AM

Sunzzz:
2 good...i m impressed!





kiya baat hai

Posted on 7/24/2004 12:39:40 AM