Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Tou bhai tum nay qurbat Light janay kay baad kee hogee.
Posted 13 Jun 2009

Topic: fatal romance

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aur sab say bardhi baat tou yeah kay agar Guards kay kuch Posheedah Shauq nikal ayee. Light tou waisey hee chalee jatee hai phir apnay daamun par pardhi Goondh kaisey saaf karoo gay.
Posted 12 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Beta is pyaas ko galay is bujhanay kee koshish na karo.
yeah kahein aur say bujhey gee.
Posted 12 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Apnay Sapolay ko bhool gayee Kabees Insaan
Posted 12 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q.1 Jellani kay achay thay ya Donisl kay?

Answer Jellani nay kabhi apnay dikhyee hee nahin. Aur Donisl us dardnak kaam ko Bakray kee poohanch say dour he rakhta hai.Haan agar mood ho tou app order day sakhtay hein magar phir kuch din baad shehar mein hangama much jata hai jab Bakray kee booree band laash baramad hotee hai Goli maar kay pull par.
     
Q.2 Bakri kay sauhag ki maut koun koun Enjoy kertay hein?

Answer Bakri kay suhag ki maut kay karan woh loog hein jo lahore mein rehtay hein. Aur kabhi kabhar AMAWASS kee raat ko Karachi aakar Bakray ko kidnap ker kay un kee, cafe walee videos bananay kay baad un kay khoon say khud Rang Reelian Manatein hein aur Bakri ka basa basaya ghar ujardh detay hein.Aiseey Sheetaan ka Sarwanash kernay kay liyeah zaroori hai un ko ghair shaadi rakha jayee. Aur Karachi na anay diyeah jayee aur agar aa bhi jayein tou Student Biryani lay ja kay chalta kiyeah jayee.
Posted 12 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Arey woh tou nahin jo Jilani par ati thee??
Posted 12 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Baba app kay sawalon ka intizaar kar rahein hein please ajj he apni problem ka hal piyeah.
Posted 12 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Gondh istimal karo phir nahin bhagein gee.
Posted 10 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
TT yeah nahin bata rahey kay Baba kay taveez ke he wajah say ajj tum achi Asdawaji Zindagi guzaar rahey ho.
Warna tum tou kush laga kar mazaar par pardhay rehtay thay.
Posted 10 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
TT Red dopatay walee lardhki keee tou mooonchein thein.
Posted 10 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Chandni tum confirm batao 2 choclates mein set ho jao gee. Agar aisee baat hai tou pooray saal ke choclate bhejwa deta hoon ghar par.

Posted 10 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AC repair ka kaam bataya tou hai woh karo.
Aur TT tum tou chordh hee dou Eik Jubilee par tou tum SET ho jatee ho kisi say bhi.
Posted 07 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Arey aisee waisee rozy nahin lagi, Jatee Rikshaw mein hai chordhnay Limo ati hai. TT tum bhi ajkal zara karobar kay chakar mein pareeshan lagtay ho tum ko bhi Bangkok bhejwa deta hoon.Bas zara ahtiyat say.. Samajh gayee na "Suno zara khushi ki aahat suno zara....."
Posted 05 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Panga koi na lena Baba say. Warna Baba ko paka pata hai koun koun University kay bahanay Quaid-e-Azam kay Mazaar par gaya tha.


Db kee tou kya baat hai jee. DB par Malomaati, Tafreehe,
Educational aur Khoobsorat nazaroon kee duniya basse hai.
Posted 03 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Yeah Chanda hai koun jiss kee app chandhni ho??
Akhtar Colony mein tou nahin rehta.
Bechara Light tou chali jatee hai, Chandni say hee kaam chala raha ho ga ajkal.
Posted 02 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Itna mara hai becharay Amil Baba ko police nay 3 din tak beth bhi nahin sakhtay thay. Bethnay kee koshish kertay thay tou Dar kee Tee See Yaan nikal tein thein.
Aaammiiiiii
Aakhir unka kasoor hee kya tha Jhardhion kay peechay taveez hee tou day rahay thay.
Posted 02 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Qasam Qalandar kee Amil Baba ko, 4 rupay ka taveez denay wala samjha hai kya, dam kay rate Rs 13.60 excluding tax.
Aur Chandni ko apna bichradha hoa bhai aur bitooo ko apni behan mil gaya yeah hai Amil baba kay topic ke asal karamat.
Chandni jee peecha kernay ko kaha hai khud Aladin park janay ko nahin kaha.Aur 15 par call kernay say mazrat kyon kay Amil BABA, BABY kay saath khud pakrdhay ja chukay hein Safari Park mein police kay haathon.
Posted 02 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Qasam Qalandar kee Amil Baba ko, 4 rupay ka taveez denay wala samjha hai kya, TT ko TT say hee maroon ga.
Aur Chandni ko apna bichradha hoa bhai aur bitooo ko apni behan mil gaya yeah hai Amil baba kay topic ke asal karamat.
Chandni jee peecha kernay ko kaha hai khud Aladin park janay ko nahin kaha.Aur 15 par call kernay say mazrat kyon kay Amil BABA, BABY kay saath khud pakrdhay ja chukay hein Safari Park mein police kay haathon.
Posted 02 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
App Baba ko test kernay kee koshish mat karein
App kay ghar khana humarey hee ghar say rozana jata hai, is liyeah ajj Biryani paki hai.
Posted 01 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
TT tumnay bhi koi eik kaam Tik kar nahin kiya, Kabhi software house, Kabhi grinding wheel's banayee, Kabhi President Rozgar scheme ka rikshaw chalaya ab tum nay W11 bhi chala lee. Tum Karachi mein kya kya ker kay wapas Lahore gayee ho.
Posted 01 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Teen Tracker
baba ka karobar bara hay ya mureedon kay maal par aish chal raha hay


TT Chichor pan mat karo. Rikshaw walon ko koi yaad nahin rakhta.Moulana sahab kay karobar kay waqt chup raha karo. Warna tumhara CNG Rikshaw nazar-e-Atish kara diya jayee ga.

haan tou Tehzeeb humaree burger ke doukan Thoos Lay Burgers par tashreef laiyeah aur Mcdonald's kay Bun Kabab jaisa maza sastay mein paiyeah.

Aur Light Na Janay ka Hal
Light ka Character kuch loose lagta hai.Pehlay Light ka peecha karo kay kahan jati hai,kis kay saath jati hai, aur phir mauqa miltay hee usko aur uskay Aashna kee muramat kardo.
Aur jab dono ki khoob haathon aur lathonn say dawat ho jaye to Karo Kari ka Ilzaam laga kay faraar ho jao.



Posted 01 Jun 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Humaree Burger kee doukan Thoos Lay Burgers par tashreef liyeah .
Posted 31 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dam kernay kee cost
Rs 13.60 excluding GST.

Posted 31 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Amil Baba bhi kuch kam nahin hain jo TT ka roona Chandni nay lagaya hoa hai. App try ker kay tou dekhein.
Posted 31 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Light Janay ka eik Hal hai.
Pehlay us ka peecha karo kay kahan jati hai,kis kay saath jati hai, aur phir mauqa miltay hee usko aur uskay Aashna kee muramat kardo.
Aur jab dono ki khoob haathon aur lathonn say dawat ho jaye to Karo Kari ka Ilzaam laga kay faraar ho jao.
Posted 31 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
La Hol a Wala Quat,
App nay yeah message post kiya aur mere yahan bhi light chali gayee.

Posted 30 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mein tou tangoon kay beech mein takyah(Pillow) laga kar soota hoon.
Posted 30 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Sadly you got her on the wrong bus poor thing must've gotten lost.
Posted 30 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Actually Asian app nay start hee ghalat liyah hai app pehlay Bus chalana seekhein takay haat saaf hoo sakhay.
Posted 30 May 2009

Jibran

Age: 124
6957 days old here
Total Posts: 119
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asian Sahab/Madam app kee samajh nahin ayee gee "Aakhir yeah Namak Paroon ka Mamla hai"
Posted 30 May 2009