musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Sitary Bant'ta Hai wo,
Zeya Taqseem Krta Hai...!


Suna Hai Habs-e-Mosam Mai
Hawa Taqseem Krta Hai..

Usi ki Apni Beti Ki Hatheli Khushk Rehti Hai...

Jo Boorrha Dhoop Mai Aksr
Hina Taqseem Krta Hai..


Koi Roky Usay Ja Kr
Sra-Sar Hai Ye Pagal Pan..

Jo Behron K Muhhally Mai
Sada Taqseem Krta Hai..

Usi Sy Mang Tu Mohsin
Baaqi Chor Dy Sub Ko..

Jo Pathar Mai B Keery Ko
Ghiza Taqseem Krta Hai....!

Posted 23 Jan 2011

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
[bgcolor=#ccff99]Sitary Bant'ta Hai wo,
Zeya Taqseem Krta Hai...!


Suna Hai Habs-e-Mosam Mai
Hawa Taqseem Krta Hai..

Usi ki Apni Beti Ki Hatheli Khushk Rehti Hai...

Jo Boorrha Dhoop Mai Aksr
Hina Taqseem Krta Hai..


Koi Roky Usay Ja Kr
Sra-Sar Hai Ye Pagal Pan..

Jo Behron K Muhhally Mai
Sada Taqseem Krta Hai..

Usi Sy Mang Tu Mohsin
Baaqi Chor Dy Sub Ko..

Jo Pathar Mai B Keery Ko
Ghiza [/bgcolor]Taqseem Krta Hai..
..!

Posted 23 Jan 2011

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thnxxxxxxxxxxxxx alot all of u....
Posted 16 Oct 2010

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thnx jb n lashkr
Posted 15 Aug 2010

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ohohoh.defntly ur ans of the qst is hidden in ur last portion of the reserch.....
MAY ALLAH BLESS ALL OF US...AND FORGIVE US(AMEEEN)
Posted 29 Dec 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kia yahan sb isi trha k paglon wale qsts poochen gay?
Posted 29 Dec 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Jo adhori reh gay thi woh kahani sochna.
beth kr tanha faqt batein ourani sochna,
jb kisi sahilm pe a jaye meri yaad apko,
q jazeeron ki tarf rehta hai pani sochna ,
ap agr bicherne pr he khush hoto chalo yunhi sahi,
beth kr tanha faqt shamein suhani sochna,
jb kabhi likhna kahani zeest k mozou pe ap,
q badal jate hen lafzon k maani sochna..!
=====================

Posted 19 Oct 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Apne usool yun bhi kbhi torne pary,
khata uski thi ,hath mujy jorne pary,
aya na jb qarar dil-e be qrar ko,
yaadon k rukh uski tarf morne pary,
usko to meri yaad na i kbhi bhool kr,
apne piyare jin k liye chorne pary,
woh shakhs khud bra be-usool tha FRAZ,
apne usool jis k liye torne pary....!
Posted 22 Aug 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Woh shakhs kbhi dasht se guzre to usey kehna,
ek pal mere ghar mein bhi tehrey usey kehna,
Kehna ke samandar k kinaare pe na jaye,
kuch log samander se bhi hen gehrey usey kehna,
Zarkhaiz zameenen kbhi banjar nahi hotin,
darya he badal lete hen rasta usey kehna,
Kuch log safar k liye mozon nahi hote,
kuch raste kat'tey nahi tanha usey kehna,
Is shehr mein sach keh k gunahgar na hona,
k basti k sabhi log hen behrey usey kehna...!
Posted 22 Aug 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
fantasticccccccccccccccccccccccccc
Posted 22 Aug 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Woh humain nazrandaz kr k khud ko b saza deta hy,
Kash woh mujhy mera qasoor to bta dy..
thak gaye hun us sy poochty poochty,
kuch nahi to stany ka ilzaam hi lga dy,
bus or sabr apna nahi azmana chahty,
berh k woh hmari aas ka dia he bhuja dy...
Posted 22 Aug 2009

Topic: Yeh Ankhein

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ziker uska meri kahani mein,
chaand ka aks jese paani mein,
hum to khamosh he rahy ,
or woh jane kya keh gaye apni rawaani mein,
apni @ankhen gawai hen hum ne,
apne khwaabon ki paasbani mein,
itni mudddat ka saath choota hai,
ik choti c badgumaani mein,
zikr uska meri kahani mein
chaand ka aks jese paani mein,.....!
Posted 22 Aug 2009

Topic: Yeh Ankhein

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Raat ko pichley pehar se,
koi jane kab se,jaag "raha ahi,
@ankhen hen band or hath hen buland."
tu kia jane tujhy koi Rab sey mang raha hai.!
Posted 22 Aug 2009

Topic: Yeh Ankhein

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Tum ne baarishon ko mehz baraste dekha hai,
mai ne aksar barishon ko kuch kehte suntey dekha hai,
Tum dekhte ho barishon ki jal thal her saal,
mene barsat ko barhaa palkon pe machalte dekha hai,
Kese mangun barstaa saawan apne RABB se??
in @ankhon ne bastion ko saawan mei ujarte dekha hai,
Seekh gay hum barishon ko apne undar utarne ka fun,
or phir sab ne hamen har pal hr dum hanste dekha hai...!
Posted 22 Aug 2009

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
In Jheel c gehri A@nkhon me lehraey kanwal q yadon k,
Tu beety dino ki qaid me hai,q ye kam nai azadon k,
Kis khwab k pechy bhagi tu,kis nagri me barbad hoi,
Jo tor gaye hen dil tera,kia nam they un shehzadon k,
Be mosam tere agan mei Barsat ka mosam q aya,
Tu sath kahan se le aye hai yeh badal sawaan bhadon k,
Jo hona tha woh ho bhi chuka,guzry pal ko bhool b ja,
Kat jay gy aahon k din,jhat jaey gay badal faryaadon k,
Tu roshniyo ki aas liye hr bar samander pr na ja,
Apni hi dharti se ubhry gay Ch@nd muradon k,
So bar Qateel mohbt se tak'ty hen dar-0-diwaar hamain,
Hum se nikhar makano ka,hum pather hein bunyaadon k....!
Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Meri taqdir se pooch meri qismat ka faisla,
Meri muskrahat pe na ja mere dara ko talaash kr,
Meri a@nkhon se pooch mere intizar ki inteha,
Mere itminan pe na ja mere sabr ko talaash kr,
Mere pyar se pooch mere pyar ka alam,
Meri soorat pe na ja meri seerat ko TALAASH KR....!
Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dasht me pyas bujhatey huey mar jaty hain,
Hum parindey kahin jatet huey mar jaty hain,
Hum hen sookhey huey talaab pe bethy huey Hans',
Jo taaluq ko nibhaty huey mar jaty hain,
Un k bhi qatal ka ilzaam hmary sir hai,
Jo hamain zeher pilaty huey mar jaty hain,
Yeh muhbt ki kahani nahi marti lekin,
Log kirdar nibhaty huey mar jaty hain,
Hum hain woh toti hoi kashtion waley Bashir',
Jo kinaron ko milaty huey mar jaty hain..........!
Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Barsoun ke baad dekha ik shaKhs dil ruba sa ,
ab zahan main nahain hai par naam tha bhala sa

abaru khienche khinche se ankhain jhuki jhuki se,
baatain ruki ruki se lahaja thaka thaka sa

alfaaz the ke jugnu awaz ke safar main,
ban jaye jangaloun main jis tarah raastaa saa

Khwaabon main Khwaab us ke yaadoun main yaad us ki,
nendoun main ghul gaya ho jaise ke rat jagaa saa

pahale bhi log aaye kitane hi zindagii main
wo har tarah se lekin auroun se thaa judaa saa

agalii muhabaton nay wo naa_muradiyaaun dein
taazaa rafaaqatoun se dil thaa Daraa Daraa saa ,

kuchh ye ke muddatoun se ham bhi nahain the roye
kuchh zahar main bujhaa tha ahabaab kaa dilaasaa

phir youn howa ke saavan ankhoun main aa base the
phir youn howa ke jaise dil bhi thaa aabalaa saa

ab sach kahein to yaaro ham ko Khabar nahain thi
ban jayegaa qayaamat ek waaqia zaraa saa

tevar the beruKhi ke andaaz dosti ke ,,
wo ajanabi tha lekin lagataa thaa aashnaa saa

ham dasht the ke dariyaa ham zahar the ke amrit
naahaq tha zonum ham ko jab wo nahain tha pyaasaa

ham ne bhi us ko dekhaa kal shaam ittefaaqan ,,
apanaa bhi haal hai ab logo 'Faraz' kaa saa ..!

Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Main bas ik baar lajawab hua 'Faraz,
Kisi apne ne kaha jab kon ho tum !!
Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Shayad ab tu meri tanhie b mujh se khafa c rehti ha faraz
is liye mar jana he mera ahkri sahara hai.................
Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tankoooooooooo..
all of u
keep it up..
Posted 13 Nov 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
THNX ALLLLLL OF U........
TC
GO A HEAD
Posted 13 Sep 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
US KI ANKHON KO KABHI GHAUR SAY DAIKHA HAI FARAZ
SONAY WALOON KI TARAH JAGNAY WALOON JAISI ...........
Posted 01 Sep 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Zindagi ik khwaab hai
Lekin khwaab zindagi nahin..
Zindagi ik saraab hai
Lekin saraab zindagi nahin..
Zindagi ik talaab hai
Lekin talaab zindagi nahin..
Zindagi ik daldal hai
Lekin daldal zindagi nahin..
Zindagi ik mout hai
Lekin mout zindagi nahin.....
Posted 13 Aug 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ZINDAGI se poocho ye kia chahti hai,"
"BAS ik dost ki wafa chahti hai,"
Kitni masoom or nadan hai na yeh,"
Khud Bewafa he or "WAFA" chahti hai..?
Posted 13 Aug 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~ Life is.. ~
by Mother Teresa
Life is an opportunity,
benefit from it.
Life is beauty,
admire it.
Life is bliss,
taste it.
Life is a dream.
realize it
Life is a challenge,
meet it.
Life is a duty,
complete it.
Life is a game,
play it.
Life is a promise,
fulfill it.
Life is sorrow,
overcome it,
Life is a song,
sing it.
Life is a struggle,
accept it
Life is a tragedy,
confront it.
Life is an adventure
dare it.
Life is luck,
make it.
Life is too precious
do not destroy it.
Life is life,
fight for it.
Posted 13 Aug 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
DO v blind trust on people?
Posted 13 Aug 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AOA ....
i want to ADD only 1 thing ..plz dont try 2 hate natural things..just like storm or machher etc......i know its topic but feel as a game ..dont think that v realy hate thm bcz ITS NOT GOOD..K HUM KAHEN K HUMEN AANDHI SEY NFRAT HY...ALLAH IS CHEEZ KO PASAND NAHI KARTA .....I HOPE U UNDERSTAND ME....
WELL
I HATE LIE.....
Posted 12 Aug 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Wohi raat ki khamoshi wohi tanhai,
Yeh haawa apny sath kisi ki yaad le ai,,
Hum to bethey us ch@nd ko dekh rehy they,
Phir na jane kis k liey aankh bhar aai,,.....!
Posted 12 Aug 2008

musafir

Age: 124
5819 days old here
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ajab bat hy woh mujh se khafa bhi rha,
Woh doston se mera haal puchta bhi rha,
Ajeeb rang mei ki usne guftugu mujh se,,
Labon pe chupp thi nigahon se bolta bhi rhaa....!
Posted 12 Aug 2008