islam mei LOVE pe pabandi nahi hai
but we should learn first wot is love
islam mei jiss cheez pe sab se zyada zor diya jata hai woh hai sachi aur saaf niyyat,,,
agar aap ki niyyat saaf hai,, jo promis kissi se kiye unhein nibhane ki himmat hai,, dunya ko aur apni family ko face karne ki himmat hai,, apni kahi baat ko poora karne ki, kissi ka saath dene ki himmat hai to phir love is not wrong,,
par agar u r still tied to ur mom's pallu,, aur apne parents ki galt baat bhi chup kar k maan lete ho,, (which is abs wrongggg) buzdil ho, jhoote ho,, to phir to yarr mere nazdeek love to door ap ka nikah bhi bemaani hai
that s it
hmmm yeh baat aur hai k ab hamare haan bhi short term relations ka silsila chal para hai,, par humein sirf itna sochna chaiye k hum jiss jaga hein hamari aulad hum se 4 kadam aage hi hogi,,
okk i wont say more,, jiss mei akal hai khud samajh jaae