aim of life..
jab doosron ko bataya hai offcourse khud tu amal karti hogiewarna kya faida
jaab kuch kehnay ko na hoo aur ye bhee batana hoo kay ye mainey parh lia hai tu emoticons say kaam lia jata hai..
jaab kuch kehnay ko na hoo aur ye bhee batana hoo kay ye mainey parh lia hai tu emoticons say kaam lia jata hai..
main nay ye "hmmm" srk kay "ohh
" kay reply main kaha tha, ye batanay kay liye nahi kay topic parh liya hai.