Guyz...i was really lucky to had a friend like Ahmed(Prince Of Jb) he died in a road accident few dayz ago .... i request to All the memberz of JB to pray for him
MR HEART Hacker ... Aap chahtay kia hai .. I know u r Mr Prince of JB ... Ab aap n ay pata nahi ye kia drama start kar dia hai .... any way ... Guyss... Ahmed Jis ki Heart Hacker sb jo bhi keh rahay hain ye Mr khud hain ...
Mr heart Hacker aap ko sharam aani chahiy ...
i think aap aik bohut baray nashkray insan hain ..Jo Allah ki di hui itni payari Zindagi ka yoon mazak ura rahay hain ... Aap ko sharam aani chahiy .....
Kiun zindagi aur mout ka mazak bana rahay hain ...
Allah say apnay Gunah ki muafi mangain .. Ye na ho k Aap Allah ki pakar main aa jain ... Shame on u