"agar meri jindagi kee umaar, eak saans kee hai tou khuda karai oous saans pai tera naam hou"
hmmmm ......aise bhi hai ...ke kisi ki zindagi mein sirf...kisi ka naam he rehjata hai........akhri sansoo tak!
...hmm islya hai ya zindagi ajeeb-o-gareeb zindagi
hmmm
ZINDAGE TEEN LAFZOUN KEE KAHANEE HAI....
YESTERDAY (BACHPAN)
TODAY (JAWANI)
TOMORROW(BHURRAPA)
ONLY THING U HAVE IN HAND IS TODAY MAKE THE BEST OF IT!
can you really make a best of it?
"Ya Zindage Ajeeb-o-Gareeb hai ya Zindagi"
bass 6 lafzoo ki kahani
Welcome to JB janab aur jo kuch bhi app nein zindagi ke bare mein kaha bilkul sach hai...
WOH KEHTEY HAIN NA
"AJEEB HAY YEH ZINDAGE KA SAFAR
KUCH TAIZ HAI KUCH SUST MAGAR
HAR MOOR PAR NAYE RANG HAIN
HAR RANG MAIN NAYE ROOP HAIN
KABHI TAIZ DHOOP TU KABHI NARAM CHAO
KABHI RAH MAI KANTAY HAI MAGAR UN KE AGAY GUL BHI TU HAIN HAMSAFAR
MANZIL AGAR NAMUMKIN HAI MAGAR
US HASTI(Allah) KE SAATH BHI TU HAI BAYKHABAR.
AJEEB HAY YEH ZINDAGE KA SAFAR
KUCH TAIZ HAY KUCH SUST MAGAR."
tujhe dekha bina tera tasveeer bana sakta hoo,
tujhe dekha bina tera haal bata sakta hoo,
he tera dost mein itna dum,
ke apni ankhoo ke ansoon tera ankhoo se gira sakta hoo,
"Ya Zindage Ajeeb-o-Gareeb hai ya Zindagi"
bass 6 lafzoo ki kahani