friend_16:
tu kia ye baat sahee hai hai kay ilm chahay thora hoo laiken wo us kay amal main bhee hoo..
hmmm,, jahan tak mujhe aap ki baat samajh i....
kissi ka ilm bohot kam ho par woh uss pe amal kare to he s better than a scholar jiss k paas bohot zyada ilm hai par amal nahi
but now a thing,, we can never say k "itna ilm hasil karna kafi hai"
its never enuff,,, i believe insaan aur Khuda k ilm mei yeh fark hai k insaan ka ilm limited hai,,, lekin keep one thing in mind, hamara iss dunya mei rehne ka period bhi to limited hai na,,, aur itne se arse mei hum jitna bhi jaan lein kam hai
han agar hum iss darr se aur jaaana nahi chahein k sab pe amal karna mushkil hoga to phir...........
wot can i say,, yeh to seedhi seedhi jahalat hui