Logo

Main nay tum say pyar buhat kiya

Maine tumse pyaar bahut kiya
Tera aitbaar bahut kiya
Tera aitbaar ab nahin
Maine tumse pyaar bahut kiya
Tu hai bewafa, mujhe hai khabar
Jaata hai kahan pher ke nazar
Tujhko mile khushiyaan teri
Tanhaai hai duniya meri
Tera intezaar bahut kiya
Tera intezaar ab nahin
Maine tumse pyaar bahut kiya
Tumse kaha tha maine
Mujhse wafaayein karna
Tum ho meri amaanat
Mujhse daga nahin karna
Mujhse daga nahin karna, mujhse daga nahin karna
Tujhpe jaan nisaar bahut kiya
Tujhpe jaan nisaar ab nahin
Tera aitbaar bahut kiya
Tera aitbaar ab nahin
Maine tumse pyaar bahut kiya

Posted on 10/1/2005 11:32:10 PM

Maine tumse pyaar bahut kiya
Tera aitbaar bahut kiya

Posted on 10/2/2005 11:06:32 PM

piyaar mein dhoooka nahi hota .. piyaar piyaar hota hia

Posted on 10/3/2005 12:52:35 AM


Posted on 10/3/2005 12:54:53 AM

to my sum1



Maine tumse pyaar bahut kiya

Posted on 10/7/2005 6:36:00 PM

piyar dewana hota hai mastana hota hai

Posted on 10/12/2005 10:15:53 AM

ishq rulata hai

Posted on 10/12/2005 12:22:35 PM

Tujhko mile khushiyaan teri

Posted on 10/14/2005 2:12:47 PM

~Fragi~:
piyaar mein dhoooka nahi hota .. piyaar piyaar hota hia



tu wapis aa jao na

Posted on 12/2/2005 11:57:04 AM

~Mysteriousgal~:
~Fragi~:
piyaar mein dhoooka nahi hota .. piyaar piyaar hota hia



tu wapis aa jao na



mein tu hoon hee tumhara bus tum hee dur ho chalee ho bus

Posted on 9/17/2006 9:11:55 PM