desi yeh aik article hai by javed choudhry
aur oos kay articles ka title hai zero point
is article ko perh kay main nay yeh realize kiya kay
hum kabhi nahin jaan saktay kay hamarai koi bhi chhoti si naiki Allah kay nazdeek hamari bakhshish ka zariya ban sakti hai ya hamari qismat ka derwaza Allah ki khushnoodi say khul sakta hai
so ager hum baray baray kaam kernay ki istata'at nahin rakhtay to chhotay moqon ko bhi zaya nahin kerna chahiye hum ko
qatra qatra hi deriya banta hai
lain jee. aakhir main ne ye article parh liya hey...
very inspiring... hum log ab shayad aisi baaton pe believe nahi kartay, lekin meri observation aor mera experience ye e kehta hey k aaj bhi aisa hota hey...
very inspiring... hum log ab shayad aisi baaton pe believe nahi kartay, lekin meri observation aor mera experience ye e kehta hey k aaj bhi aisa hota hey...
Ye ham sab jante hain kay Allah Talla AZAL say hay or ABAD tak rahay tu phir hamko is baat par bhee yaqeen rakhna chahiye kay
Allah ka KARAM or REHMAT bhee AZAL say hain or ABAD tak rahen gay.