Logo

<<<< Pillow word >>>>

aapka Pillow word kya hey...

koi samjha ya nahi...

Posted on 5/5/2006 8:38:48 PM

u mean takya kalaam

Posted on 5/5/2006 8:44:21 PM

yes i mean...

Posted on 5/7/2006 4:27:59 PM

her aik ka koi na koi Takiya kalaam zaroor hota hey...

kisi ne abhi tab bataya kion nahi?

Posted on 5/7/2006 4:29:04 PM

bahut sare
1) kabhi garoor nahi kia
2) Kia baat karte ho
3) Kamal kardia Kamal kardia dhotee ko phar kar roomal kardia


Posted on 5/7/2006 4:37:25 PM



aor koi...?

Posted on 5/7/2006 4:47:39 PM

dabba


i dont have any,,, par kabhi kabhi
1/ areyyy tum log
2/ aik damm
3/ manhooos
4/ kuchiii puchhiiii
hmmm,,, bass yehi

Posted on 5/7/2006 5:04:38 PM

chalain jee.. SALL aap bataien.. mera takiya kalaam hey ya nahi... hey to kya hey?

Posted on 5/7/2006 5:12:23 PM

mera hai

kya hai
koi nahi

Posted on 5/7/2006 8:23:21 PM

Acha kiya

Posted on 5/7/2006 11:53:37 PM

Doctor Sam:
aapka Pillow word kya hey...

koi samjha ya nahi...



hmmmmmm
aj kal koi nai

Posted on 5/8/2006 12:04:03 AM

unmentionable

Posted on 5/8/2006 12:32:56 PM

kya museebat hai

Posted on 5/8/2006 12:45:31 PM

SALL:
i dont have any,,, par kabhi kabhi
1/ areyyy tum log
2/ aik damm
3/ manhooos
4/ kuchiii puchhiiii
hmmm,,, bass yehi

5/ challooo jii, kalll lo baat




daktar hum kya bata'ain
hmm,,, aap ka takya kalam hai,, hmmmmm




nikammmaaaaaaa,, hawwwwww
gali hogi

Posted on 5/8/2006 1:20:54 PM

hehhehe same here nuksay umaan ka khatra ho sakta hai agar mai nai be apna takeyaa kalam bataya tu

Posted on 5/8/2006 1:40:06 PM


Posted on 5/8/2006 9:32:48 PM

nikama:
unmentionable


takiya kalam to koi kaam ka rakh lain nikammay bhai

Posted on 5/9/2006 2:34:54 PM

SALL:
SALL:
i dont have any,,, par kabhi kabhi
1/ areyyy tum log
2/ aik damm
3/ manhooos
4/ kuchiii puchhiiii
hmmm,,, bass yehi

5/ challooo jii, kalll lo baat




daktar hum kya bata'ain
hmm,,, aap ka takya kalam hai,, hmmmmm




nikammmaaaaaaa,, hawwwwww
gali hogi


hmmmmmmmm


Posted on 5/9/2006 2:36:34 PM

Freddy:
hehhehe same here nuksay umaan ka khatra ho sakta hai agar mai nai be apna takeyaa kalam bataya tu


Toba....

Posted on 5/9/2006 2:41:20 PM

mai b agaya

manay newa dogi liya hai
or uss ka naam tiger hai

Posted on 5/9/2006 2:42:36 PM

aap yahan kion aaye...

Posted on 5/9/2006 3:17:00 PM

fragi baba ka pillow word hum ne pakard liya

Posted on 6/18/2006 9:40:36 PM

woh kiya hai bhala    

Posted on 6/18/2006 9:42:50 PM

bata dain..


Posted on 6/18/2006 9:46:07 PM

hanji hanji bata dein

Posted on 6/18/2006 9:49:03 PM

her baat k baad fragi baba kehtay hain



SAHI


Posted on 6/18/2006 9:52:50 PM

frangi bawa ka (ankaha) pillow word hai
"me mazloooooom hu"



aap ka to koi nahi hai daktar


Posted on 6/18/2006 9:53:01 PM

SAHI to woh tab kehte hein jab unn k paas kuch sahi kehne ko nahi hota

Posted on 6/18/2006 9:53:59 PM

sahi

Posted on 6/18/2006 9:54:22 PM

ye bhi sahi kaha aap ne.. sall..

lekin wo to her baat k baad e kehtay hain..

Posted on 6/18/2006 9:55:57 PM

mein kab kheta hooon

Posted on 6/18/2006 9:57:17 PM