Logo

¤ Hum aur Log ¤

tell me one thing yar
(im not talking abt anyy other topic here)
yahan par,, balke kehna chaiye hamare aas paas harr jaga pe jitne bhi log hein,,, our family members, our friends, our collegues 99% of ppl we know have been thru a vv hard and sad situation at least once in their lives

and 90% cases mei kaha jata hai k KISSI NE DHOKA KIYA, KISSI NE DIL DUKHAYA, LOG BOHOT KHARAB HEIN, DUNYA JHOOTI HAI,,, bla bla

now tell me one thing,,,,,
jab sab k sab hi dil jale hein,, sab k sab hi dhoka khae hue hein to bura karne wala kaun hain aur kahan hai


woh log jo kissi ka bura karte hein, dhoka dete hein woh kahan hein yarrrr,, kaun hein woh log
where r theyyyyyyyyy


Posted on 5/16/2006 12:32:07 PM

wo bhi hum hi say main hain
infact hum bhi hain
wajha sirf ye hai kay apni ghalti kisi ko nahin dikhti
sab ko apna dukh dossary say bara dikhta hai

Posted on 5/16/2006 7:27:59 PM

yeah Qv is rite
hum hi hai ye log

Posted on 5/16/2006 9:00:08 PM

sahi queeenuuuu



bassss,, aaj se aisa karte hein k jam k logon ko tang karo,, aur jab apni baari aae to ru ru ki bajae agle banda ka sar phaar do

Posted on 5/16/2006 10:26:17 PM

thanks
to ager mera jawab darust hua hai
aur ab yahan sirf hansna hai to topic move ker doon

Posted on 5/17/2006 7:28:37 PM

nahi abhi nahi
kya pata koi aur apne gireban mei jhank le
aur aik adad post kar de

Posted on 5/18/2006 12:39:33 PM



before blaming others we should look at ourself ..

self analysis bohat zaroori hai... coz self analysis leads to self realization and which finally leads to self improvement ..

at times we dunt even realize that we may have hurted others feeelings.. mazaak mazaak main bhee na janay kitnay loog bura maan jatay hein..

Posted on 5/19/2006 1:48:57 PM

SALL:
tell me one thing yar
(im not talking abt anyy other topic here)
yahan par,, balke kehna chaiye hamare aas paas harr jaga pe jitne bhi log hein,,, our family members, our friends, our collegues 99% of ppl we know have been thru a vv hard and sad situation at least once in their lives

and 90% cases mei kaha jata hai k KISSI NE DHOKA KIYA, KISSI NE DIL DUKHAYA, LOG BOHOT KHARAB HEIN, DUNYA JHOOTI HAI,,, bla bla

now tell me one thing,,,,,
jab sab k sab hi dil jale hein,, sab k sab hi dhoka khae hue hein to bura karne wala kaun hain aur kahan hai


woh log jo kissi ka bura karte hein, dhoka dete hein woh kahan hein yarrrr,, kaun hein woh log
where r theyyyyyyyyy



good topic


sall ji yah topic read kar k feel hota hai k ap apny ap ko aub improve kar rahi hooo dats good

Posted on 5/19/2006 3:30:36 PM

Hum ko bhi Ghum nay Maara Tum ko bhi Ghum nay Maara Iss Ghum ko Maar Daalo

Posted on 5/19/2006 9:34:06 PM

aik dam sahi saheli
"SELF ANALYSE"




aaj se naya bhai jii ka naam GHAM hai

Posted on 5/20/2006 1:08:36 PM


Posted on 5/20/2006 1:19:20 PM

SALL:
tell me one thing yar
(im not talking abt anyy other topic here)
yahan par,, balke kehna chaiye hamare aas paas harr jaga pe jitne bhi log hein,,, our family members, our friends, our collegues 99% of ppl we know have been thru a vv hard and sad situation at least once in their lives

and 90% cases mei kaha jata hai k KISSI NE DHOKA KIYA, KISSI NE DIL DUKHAYA, LOG BOHOT KHARAB HEIN, DUNYA JHOOTI HAI,,, bla bla

now tell me one thing,,,,,
jab sab k sab hi dil jale hein,, sab k sab hi dhoka khae hue hein to bura karne wala kaun hain aur kahan hai


woh log jo kissi ka bura karte hein, dhoka dete hein woh kahan hein yarrrr,, kaun hein woh log
where r theyyyyyyyyy



sall... jin k sath bura hota hey... wo e kehtay hain.. aor jo bura kartay hain... wo ye nahi kehtay k hum ne bura kiya hey... isliye aisa lagta hey...
aor simple baat to ye e hey... k LOG BHI HUM HI HAIN...

Posted on 5/21/2006 11:22:44 PM

masla yeh hain k log apni galti nahi mantey
sumtimes hum nay galat kiya hota hai tou sumtimes kisi aur nay hamary saath galat kiya hota hai but intensity different hoti hai....ab iss mein badla lenay wali baat bhi ajati hai
shaid hum logoon mei patenice n forgiveness nahi rahi
it depends on da conditions wat ppl go through frm wen dey do such bad stuff

Posted on 5/22/2006 10:44:45 AM

kafi sahi ans day diyay hain chab nay but ait bat
zaror tahon gi wo yah tay,
HAM ki jagah agar MAIN laga diya jaey to
IQRAR karnay walay kam ho jatay hain.
"Ham" is HAM main khud to shamil kar k bat ko puri tarha nahin mantay/kahtay

agar is HAM ti jagah sab MAIN use talna shuron tal dain to LOG rahain gey hi nahin,
phir sirf jis ti fault ho gi, usi
ta hawala diya jaey ga


Posted on 5/22/2006 11:44:00 AM

agree daktar

and sehrish,, intensity ka faisla uss k haath mei hota hai jiss k saath bura ho,, i agree forgiveness and patience are important but forgiving is an option,, bohot sawab hai iss ka but badla lena gunah nahi hai
han par badla lete wakt yeh baat dehan mei rakhni chaiye k kahin zyadti na ho jae

balich ittttiii bali bali batein karne lag gai
par baat aik dammmmmmm sahi
HUM ki nahi ME ki baat hai,, its true,,
ME GALTI PAR HU <-- yeh kehna zyada behtar hai,, kyun k galti ko maana tab zyada mushkil hota hai jab aap akele ho

Posted on 5/22/2006 12:45:04 PM

main to bachpan chay hi bali bali batain talti hon :$
pata nahin, main thud is waqt aisa hi tuch soch lahi thi
maybe ich liyay aisa bol gai.. thud say hi





Posted on 5/22/2006 2:10:47 PM

seedha seedha MAIN par aana mushkil hey jee... agar koi chahay bhi to kuch time zaroor lagay ga...

Posted on 5/23/2006 12:43:18 AM

kuch to logg kahein ge
logon ka kaam hai kehnaaaaaaaa
choroooo bekaar ki baaton mei kahin
beet na jaae rainnaaaaaa
muaaahhh !!!





sorry hum serious nahi ho sakte abhi

Posted on 5/23/2006 10:39:03 PM