Logo

SAHI GHUSSAL

Asslam U Alaikum

Islam main hai k jo iman ka hisa sekho doosron ko bhi sikhao,, to Ghussal k bary main hai k

Agar insaan roz 10 bar bhi nahaye magar tarika e islam say nahi to fazool hai..

Jab insan napak hota hai to uspar ghussal farz hojta hai jiska tarika hai k sab say pahly wuzu kary buss paon na dhoye phir rite shoulder par pani daly aur phir left uskay baad pooray jisam par daly esaayy k sara jism geela hojai aur baal barabr bhi hisaa sukha na ho,,

isstarhan insan paak hota hai
warna jo marzi karoo napak hi rahta hai aur phir khana peena sab haram hota hai aur naa hi koi ebadat sahi hoti hai,,

Agar app ko nahi pata to ajj say sahi tarikay say ghussal karen aur pahly k liye tooba aur koshish karen k jisko nai pata batain,,

Posted on 5/23/2006 10:02:58 PM

Walikum Salam..

jo seekha karein idher bhee bata dia karein..

i already know the way of taking bath according to Islamic way Alhumduillah ..

Posted on 5/27/2006 11:50:37 PM

mashALLAH

good work bro

and i think hum logo ko har ahadees and har wo cheez jo humary leay zaroori haii chahy wo choti say baat haii ya bari zaroor post kernii cheay takay wo log jo weak hain in main un ko kuch pata chal sakay,

Posted on 5/29/2006 12:54:05 PM

ji bilkulll sabko iska pata hona chahye

Posted on 5/31/2006 7:59:49 PM

good work.................

Posted on 9/18/2015 7:45:25 PM