Logo

Najane log kese badal jate hain..

"Na janay log aik pal mein kaisay badal jatey hain
Aur ankhoun kay samney hi khuwab toot jatey hain

Janany mein kisi kou shayad khata apni hi hoti hou
Dil o Jan say chaho bhi tou log rooth jatey hain

Apni kahani mein tou phir maazi ki kai derarein hain
yahan to misal baney walay saath choot jatey hain

Kab apna bana saka usay,Mein hi us ka ho gaya tha
Khayal rakhna tha k aisay jhoot khul bhi jatey hain

Akhoun say chalakti mohabbat kou dekh ker na kisi per aitbar kero
Wohi jab ankhein pheirtey hain to aitbaar uth bhi jatey hain

Her mundaer per beithney ki aadat ho jin perindoun ko
Kitna hi dana dalo un ko woh akhir mein urr hi jatey hain...!

Posted on 6/5/2006 3:08:48 PM

good

Posted on 6/5/2006 6:07:21 PM

thx queen

Posted on 6/5/2006 8:23:08 PM

wow great

Posted on 6/5/2006 8:24:26 PM

^ Thx veer zaara for takin time to read ma post n for ure compliment

Posted on 6/5/2006 9:16:30 PM

u r welcome   

Posted on 6/5/2006 9:33:31 PM