wakai bohat rotu hein app![]()
bchpan say he aisay hein ya abhi ja kar devdas ki film dekh kar asar hua hai![]()
app time dekh kar topic banatay hein![]()
waisay taha sahab!! kasam say app k aisay topics ki wajah say app per tars kam or gussa zaida aata hai!
![]()
banda itna bhi khud ko na gira day k bhikariyun ki tarahn khushiyun ki bhek mangni parday dusron say![]()
i swear..mujhe app say koi hamdardi nahi!! na he koi fark parta hai app k ronay dhonay say!!
per evn u desrve better than this
![]()
samandar mei ghar![]()
aap wakai galt jaga pe dhoond rahe hein ghar
dadduuuu to chapar mei rehta hai samundar mei thori
haaaaaaaaahahahhaahaa.. hehehhee
![]()
![]()
![]()
![]()
i swear..mujhe app say koi hamdardi nahi!! na he koi fark parta hai app k ronay dhonay say!!
per evn u desrve better than this
![]()
per roya kaun ?
bus apna rooona roo letey hain kabhi kabar sab k samney
btw..kisi k samnay rona ronay say kuch nahi hota..
ajj tak app k rona ronay say kiya hua?!!? jo chaha woh mila..nahi na![]()
balkay woh halet honay mein deer nahi jab "shair aaya shair aaya" ka shor sunai deta hai or koi dehan nahi deta!
![]()
i'm sorry appko agar kardwi lag rahi ho baat hamari to..likin woh kiya hai na k abb hum say sabar nahi hua app ki dukhi dastaan sun kar..ending honay k baad bhi app indian movie ki tarahn lamba kyun khenj rahay hein story ko!!![]()
anywz.. Fe'Amaa'n ALLAH
u r crying here...someone else is happy there![]()