Aawargi ka mood ban raha hay kaafffffffffffiiiii dair say
BUT itna kaam hay clg ka :|
inniii nindya a rehi hay but cant sleep :(
right now taking a munni shi break...
baher innii thand na hoti to main chakkar hi laga ati aik
but aik to thand
upar say dhundh
waisay sardiyun ki ratain hoti bohat pyari hain
and waisay to thand ka bi apna hi maza hota hay
coz jitna maza aisay main garam tea ya choco-milk daita hay aam dayz main aisa maza nahin milta ;)
and yarrr aaj 22 dec ho gai yahan but snow ka koi nishan nahin
Dec main snow mujhe bohat achi lagti hay
coz itna saja hota hay pura country
roshniyan hi roshniyan
glitter... (kabi snow ka, kabi real wala ( sajawat ))
pink and jamni sky ( sham and night main, while snowing )
oh main bi kiya baten karnay baith gai :|
so aap ka dec kaisa guzar raha hay? weather k lehaz say ? :P
waisay mujhe zamana hoa pakistan main winter daikhay...
kaisa hota hay? sardiyu ki ratain?
New year ki koi tayari? ( yah question sirf un logon k liyay hay jo manatay hain :D )
i think ab main bhagon yahan say and kaam khatam kar lon
Chao