Logo

Kash Yeah Mohabbat Na Hoti .....

Shararat na hoti Shikayat na hoti

Nainon mein kisi ki Nazakat na hoti

Na hoti bekarari Na hote hum tanha

Agar jahan mein kambakhat Ye Mohabat na hoti

Na hote yeh sapne Yeh khwabon ki duniya

Kisi ko chahat ki Tamana na hoti

Na julfo ki chayan Na phulon ki khusbu

Yaadoon mein unki Yeh ratein na kat ti

Jo na hoti mohabbat Yeh ansu na hote

Dil bhi na khota Aaj tanha na rota

Diwano si apni Yeh halat na hoti

Agar jahan me kambakhat KAAASSH Yeh MoHaBBaT na hoti

Posted on 1/11/2007 12:40:08 AM


Posted on 1/11/2007 12:59:21 PM


Posted on 1/11/2007 1:01:02 PM