jin ki tabeer kuch nahin hoti
pyar kay aaisay khawab hotay hain
zindagi ki kitab main daikho
kitnay dilchasb bab hotay hain
jinkay chahray pay muskurahat ho
unhain dukh bayhisab hotay hain
jinka koi marhum nahin hota
aaisay zakhm bayshomar hotay hain....
bikhar rahi hai mari zaat us say kahna
kabhi milay tu ya baat us say kahna
woh sath tha tu zamana tha humsafar mera
magar ab koi nahin maray sath us say kahna
asan tu nahin apni hasti say guzar jana.
utra jo darya samandar main tu buhat roya.
jo shaks na roya tha tapti rahoon main.
aj deewar kay saay main baitha tu buhat roya
pai g tusi b na yar kisi ko gusa dila k thora e bat ki jati hai. or agar asi chalakiyan dikhani e hoon na to phir batatay nai hain k maine aisa is liay kia.