Logo

aftaar



Posted on 9/13/2007 11:21:45 PM

hmmmmmmmmmmmmmm   aftaar k waqt hume dastarkhwaan ko dekh jabrre nahi kholnee chaahiye balke apne aas paas rehne waale parosi ,ghareeb ghurba or rishte daaro ko yaad rakhna chaahiye

Posted on 9/13/2007 11:27:43 PM

jazak-Allah

Posted on 9/14/2007 10:52:38 AM

nice thank you

Posted on 9/14/2007 4:11:52 PM

JazakaAllah

Posted on 9/14/2007 4:16:29 PM

aj 1st roza hai aur mujhay kaafi lag raha hai.. that is y i came here k idher he kuch baatein parh lon..

aftari k waqt say mujhsay waisay he delay he ho sakta..

JazakAllah..

Posted on 9/14/2007 4:53:55 PM

yeah u r right roza lagne lage to hume nawafil parhne chaahiye quraan parhna or sunena chaahiye or kitchen mai iftaari banane mai help karni chaahiye
mujhe to apna saara kaam karna parhta hai to roza nahi lagta

Posted on 9/14/2007 9:13:41 PM