yeah its true
kisi ki shakal rang etc kay saath kisi ka naam bigarna ya ghalat namon say mazak main hi pukaran achhi baat nahin.
ho sakta hai jis ki shakal ko hum bura ya rang roop main say nuqs nikal rahay hon wo ALLAH kay nazdeek hum say kaye darjay ziada pasandeeda ho apnay amaal ki wajha say.
aksar i have noticed k loog aik dosray ki shakal ka mazaq uratay hein..
even complexion per bhe mazak uraya jata hai, wo itni kaali hai ya itna kaala hai...
even aksar mazak mazak mein ye bhe keh daitey hein k shakal daikhi hai apni.. tu aisay nahi kehna chahyee coz hamari shakal hamari marzi say nahi banayee gaiyee bal k Allah Tallah nay hamari shakal banayee hai..
Allah Tallah nay Quran mein farmaya hai k :
" Wo(Allah) hai jo surat banata hai tumhari rahm-e-madir mein jaise wo chahta hai" (Al-Imran , 6)
thts gud k apko apni ghalti ka ihsas hua Maybe, ap us say maufi mang laina ho sakta hai wo hurt hua ho..
achi baat hai nikama k ap mazak nahi uaratay, apnay frnds ko bhe samjha dein..![]()