Logo

Ap ko pehlay bhe kaheen....

daikha hai...

aksar kuch logon ko daikh ker aisa lagta hai k jaisay unhein kaheen daikha hai ..

waisay tu ye larkon ki line marnay wala dialogue hai .. per reality mein aksar aisa hota hai k kuch cheron ko daikh ker aisa lagta hai jaisay inhein kaheen daikha hai..

kabhe ap k sath aisa hua kia?

Posted on 10/1/2007 1:21:14 PM

mujhe to aik do baar mil k bhi lagta hai
jaise sab se pehli baar mil rahi hu

yaadasht kamzor nahi hai
na hone k barabar hai









han par mujh se pehli baar mil k bhi logon ko lagta hai
jaise 30ween baar mil rahe hon
ooooooo im sooo boring

Posted on 10/1/2007 1:50:14 PM

is ka matlab hai k aashi ap ki shakal k jaisay bht saray loog hein .. is liay sab ko aisa lagta hai jaisay ap say millay huay hein..

Posted on 10/1/2007 3:45:23 PM

meri shakal ka to mere apne khandan mei bhi koi nahi hai saheli




10/12 k barabar hi hu,, akal se
aap k jaise hon to 100/120

Posted on 10/1/2007 4:03:49 PM

hum ne jis ko bhi dekh ker esa kaha us se asal main bhi pehlye milye hotye hain

Posted on 10/1/2007 4:07:17 PM

Ashii:
meri shakal ka to mere apne khandan mei bhi koi nahi hai saheli




10/12 k barabar hi hu,, akal se
aap k jaise hon to 100/120


khandan mein nahi.. family say bahir hon gay na..

Posted on 10/1/2007 4:09:17 PM

mujay tu aksar logon ko daikh ker aisa lagta hai jaisay unhein daikha hua hai..

Posted on 10/1/2007 4:35:13 PM

phir apna ilaaj kerwaoo bibi

Posted on 10/1/2007 4:45:53 PM

sorry wrong number..

Posted on 10/1/2007 4:50:03 PM

ab yeh tu kahoo gi hi

Posted on 10/1/2007 4:53:39 PM

kaun hain ap??

Posted on 10/1/2007 4:55:45 PM

looo jeee abhi tu trailor tha abhi hi akal se khali ho gaye
sab yaaddasht chali gaye

Posted on 10/1/2007 4:56:57 PM

kaunn se yaadshast ?? kis ki yaadshat?

Posted on 10/1/2007 4:59:26 PM

friend_16:
daikha hai...

aksar kuch logon ko daikh ker aisa lagta hai k jaisay unhein kaheen daikha hai ..

waisay tu ye larkon ki line marnay wala dialogue hai .. per reality mein aksar aisa hota hai k kuch cheron ko daikh ker aisa lagta hai jaisay inhein kaheen daikha hai..

kabhe ap k sath aisa hua kia?



hmm aksar aisa hota hai...main sochti thi shayad meray sath he aisa hota hai

ab pata chala meray jaisa koi aur bhi hay


chehron k ilawa sum places aur real life k kuch scenes bhi lagta hai k pehlay bhi hamaray sath ho chukay hain....pata nahi kiun aisa hota hai?

Posted on 10/1/2007 7:17:10 PM

haan haan me ko lagta hai aksar jab wo patients dobar aaatay hain jin ko me nay practice starting time main treatment diya tha

Posted on 10/1/2007 11:07:16 PM

shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..

Posted on 10/1/2007 11:08:38 PM

QUEEN VICTORIA:
haan haan me ko lagta hai aksar jab wo patients dobar aaatay hain jin ko me nay practice starting time main treatment diya tha


dobara walay patients ki baat nahi ho rahee .. wo walay jin say first time mil ker he aisa lagta hai jaisay pehlay bhe milay huay hein..

Posted on 10/1/2007 11:12:50 PM

QUEEN VICTORIA:
haan haan me ko lagta hai aksar jab wo patients dobar aaatay hain jin ko me nay practice starting time main treatment diya tha



un ko tu yaad rakhana hi hai

Posted on 10/1/2007 11:44:06 PM

friend_16:
shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..






ik main he to hon jo aap ki her baat samajhti hon



Posted on 10/3/2007 10:06:35 AM

ek dafa laga tha, per ussay kuch our lagta tha,
phir kya ab kuch b nahi lagta

Posted on 10/3/2007 12:14:59 PM

cheeta mater say larow gay

Posted on 10/3/2007 3:09:21 PM

Ayesha:
friend_16:
shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..






ik main he to hon jo aap ki her baat samajhti hon




ab kia hia ke agye jo baat main ne kerni hia yar khud hi samjh jaoo

Posted on 10/4/2007 1:01:48 AM

ab aisa bhe nahi hai k hum ap ki soch he parh lein..

Posted on 10/6/2007 2:07:20 PM

cutefriend:
Ayesha:
friend_16:
shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..






ik main he to hon jo aap ki her baat samajhti hon




ab kia hia ke agye jo baat main ne kerni hia yar khud hi samjh jaoo




main tumhari nahi....F16 ki baat ka rahi thi

Posted on 10/6/2007 2:23:31 PM