of ramadan,aise lagta he jaise roze khatam ho gay,traaveeh k time masjidain phir sooni sooni ho jati hain,markets main vo rush k khuda ki panah,log roze bhool ker eid i fiker main per jate hain.
kya hum ramadan se itne tung aye huay hote hain
27th kay baad ramzan khatam to nahi ho jata. bas josh khatam ho jata hai logon ka. shopping karnay jao to shoping karnay walon sai ziada un ko dekhnay walay hotay hain.
u made till the end of ramzan "alive" n ager tu u have fully enjoyed our appni abadat ki tu shud b happy k apko yeh moka milla, wasay b janu, eid per sab khush nahi hotay kuch loug appnay say door hotay hain, our eid is like a sunday to them