Logo

Religion!!

Mazhab ka insaan kee zindagi per kitna gehra asar hai ... ? ? ?

Posted on 8/25/2003 10:51:19 PM

bohat gehra!!

Posted on 8/26/2003 12:31:57 AM

hey...what does UNMODERATED TOPIC mean? mine says that

Posted on 8/26/2003 5:33:17 AM

religion is a sensitive issue... so .. whenever , any one post the topic here... it will not b open for discussion , until or unless mods approve it for the posting ....... nothing to worry ,, it is juz a preventive measure

Posted on 8/26/2003 9:03:37 AM

mazhub keh beghair insaan kuch bhe naie hay...
bhulay kise ka bhe muzhub hu.....
hur koie apnay muzhub he say acha bura kurnay seh pehlay sochta hay

Posted on 8/27/2003 12:30:40 AM

yani saieen mazhab insaan ko borey kaam se rookta hai ,,, rite ...

per hum muzhab k naam per jazbaati kyoon hotey hain???

Posted on 8/27/2003 9:21:30 AM

ALLAH-HU-AKHBAR

Posted on 8/30/2003 9:09:13 PM

well RITE ALLAH IS GR8

Posted on 8/30/2003 11:04:05 PM

YEAH SUBHANULLAH

Posted on 9/13/2003 9:30:51 PM

hmmm...
ffm...
ajj seh na dhaiku shuru seh dhaiku....jis ke jitni samjh meh aaya us neh woh muzhun adopt kiya....us keh juzbaat jis cheez pur direct kur gaiy us neh woh muzhub adopt kiya.....
hum abb door ke baat nahi kurtay hain
Islaam ko he dhaiktay hain ...Islaam keh andur bhe abb bohut seh firkay bun gaiy hain....hala keh Islaam neh he aik cheez ka durs diya hay keh aik din aaiy ga Islaam keh andur 72 firkay hu geh magur Janat meh sirf aik neh jana hay ju theeq hu ga jis ka aqeeda theeq hu gaa...
abb dhaika jaiy tu bohut c cheezay aise ho ge ju mujhay lugay ga sai naie hain pur baki kur rahay hu geh kyun keh un keh mind neh woh cheez accept ke hay un ko dili wabustage hey us keh sath us keh jazbaat hain woh us ko theeq samjhta hay.....or shayad meray andur kuch chezay ghalt hoon....pur main try kurta hoon keh hur kise ke baat sunu jis keh andur wazun hu jis keh andur Quran sunt ka hawala hu us ko qabool karuu haan agur in dono chezu keh ilawa koie baat ghalt kuray tu mera shaayd huq banta hay jazbati honay ka ......

Posted on 9/15/2003 12:52:26 AM

hm rite ////

Posted on 9/15/2003 9:03:55 AM

....

Posted on 9/16/2003 11:11:37 PM

alhumdulillah

Posted on 9/17/2003 6:50:12 AM

yarhamakumullah

Posted on 9/17/2003 9:34:56 AM

insan jahan bhi jis jagah bhi ho per us ka mazhab ,, us kee zindagee ka ehm hisa hota hai

Posted on 9/17/2003 1:24:57 PM

rite

Posted on 9/19/2003 10:45:44 PM

insaan apni life k basic principles apney mazhab se leta haina

Posted on 9/21/2003 12:07:44 AM