Logo

Request forTauba













ADDED by ~CHANDNI~

(Request,
is topic may any waly sab viewerz say Request hay kay plz akk akk bar yah Ayyatmubarik parh kay apny or apny mulak kay liye dowa farmay
ALLAH hamy nagihany afaAt bimariyon or zalzalon say mahfooz rakhy AMIN
)

Posted on 9/6/2008 1:45:41 PM

Allah talah hamre gunahon ko mauf kare aur hamain apne azaab se bachaye ameeeen

Posted on 9/6/2008 1:46:50 PM

Ameen sumameen

Posted on 9/6/2008 3:23:01 PM

Allah hum ko taufiq dey

Posted on 9/6/2008 3:46:57 PM

ameeennnnnnn

Posted on 9/7/2008 8:50:05 PM

Mujhe aj aik Msg aya tha k 2 nafal namaz e tauba parhain Hazrat Younis ki qaum per bi jab Allah talah ne azaab bheja tu unhon ne ijtamyi toor par tauba ki thi nafal parh kar aur Allah talah ne unki tauba qabool farmayi thi

Posted on 9/7/2008 8:57:12 PM

Assalam O Alaikum

*Allah swt tamam Muslim Ummah ki Hifazat farmaye Ameen...!

Posted on 9/7/2008 10:09:19 PM

Waalaikum Assalam
Ameen

Posted on 9/8/2008 12:11:22 AM

mere khyal mein is thread ko stick karna chahe

Posted on 9/8/2008 5:09:37 PM

Allah meri touba
bas aik dafa aur muaf ker day

Posted on 9/8/2008 5:46:32 PM

Ameen sumamen

aik bar aur maufi??

Posted on 9/8/2008 8:52:22 PM

arre tauba jitni dafa kero kam he

Posted on 9/8/2008 9:52:45 PM

sahih baat hai

Posted on 9/8/2008 9:53:54 PM

Allah meri tauba
yeh main kahan a gaya

Posted on 9/8/2008 10:21:09 PM

Jb per

Posted on 9/8/2008 10:27:05 PM

vohi to
kahan main kahn yeh maqam Allah Allah

Posted on 9/8/2008 10:30:27 PM

Rapunzel:
Ameen sumamen

aik bar aur maufi??


mod sahiba why not stick this thread??

Posted on 9/8/2008 11:01:50 PM

insaan ko waisey her waqt hee tauba kartey rehna chaiyee

per ramadan mein kasrat sey tauba astagfar karnee chaiyee

Posted on 9/9/2008 10:35:05 AM

nikama:
vohi to
kahan main kahn yeh maqam Allah Allah


bus kabhi kabhi aisa ho jata hai

Posted on 9/9/2008 2:07:58 PM

mr nice guy:
Rapunzel:
Ameen sumamen

aik bar aur maufi??


mod sahiba why not stick this thread??


Done

Posted on 9/9/2008 2:08:03 PM

~Fragi~:
insaan ko waisey her waqt hee tauba kartey rehna chaiyee

per ramadan mein kasrat sey tauba astagfar karnee chaiyee


Sahih kah rahe hain

Posted on 9/9/2008 2:09:07 PM

salaam

Posted on 9/9/2008 5:04:58 PM

Waalaikum Assalam

Posted on 9/10/2008 12:00:57 AM

iss maheenay ki rahmatoo se theek terha faida uthana chaiha.

ye hum sub k leye buhat bara chance hai toba kernay ka.

Posted on 9/12/2008 11:12:04 AM

Bilkul sahih kah rahe ho Bitoo

Aik nahayat sanjeeda baat ki tum ne aur wo bi begahir>>> K

good

Posted on 9/12/2008 8:17:44 PM