Logo

Ap Dono

Aaj kya kha kar aye ho Sehri mein

Itni ziada post Ya Allah

Posted on 9/11/2008 1:41:36 PM


Kis ko keh rahi hain???

Posted on 9/11/2008 1:53:05 PM



kaun kaun????






Posted on 9/11/2008 1:58:36 PM

Rehan M Din:

Kis ko keh rahi hain???


Rehan M Din
Fragi

Posted on 9/11/2008 2:08:27 PM

SupidGuy:


kaun kaun????







Rehan M Din
Fragi

Posted on 9/11/2008 2:08:32 PM

Rapunzel:
Rehan M Din:

Kis ko keh rahi hain???


Rehan M Din
Fragi



tauba tauba tauba...
main to boht kam bolta hoon...

Posted on 9/11/2008 2:12:51 PM

je andaza ho raha hai

Posted on 9/11/2008 2:29:20 PM

Assalam O Alaikum

*Nice jee...!

Posted on 9/11/2008 5:15:10 PM

Waalaikum Asalam

kahan ho dearo

Posted on 9/11/2008 8:41:00 PM

Rehan M Din:
Rapunzel:
Rehan M Din:

Kis ko keh rahi hain???


Rehan M Din
Fragi



tauba tauba tauba...
main to boht kam bolta hoon...

hmmmmmm yeh ho sakta hi agar ap kah rahey hain lekin type ziyada kartey hin na

Posted on 9/11/2008 9:36:55 PM

Rapunzel:
Waalaikum Asalam

kahan ho dearo


*Hum tho idhar hi hain
bas aaj thoray busy thay
   

Posted on 9/11/2008 11:45:31 PM

mein sehri mein tu kuch khata hee nahi

Posted on 9/12/2008 9:52:07 AM

Rapunzel:
je andaza ho raha hai


shukar hai pehli baar mai andaza ho gya....
warna ap ko samjhana to boht hi mushkil hai...

Posted on 9/12/2008 10:26:24 AM

tehzeeb:

hmmmmmm yeh ho sakta hi agar ap kah rahey hain lekin type ziyada kartey hin na


wahhhhhhhhhh... ap to bari siyani hain...



~Fragi~:
mein sehri mein tu kuch khata hee nahi


main jo kha leta hoon...

Posted on 9/12/2008 10:52:18 AM

tehzeeb:
Rehan M Din:
Rapunzel:
Rehan M Din:

Kis ko keh rahi hain???


Rehan M Din
Fragi



tauba tauba tauba...
main to boht kam bolta hoon...

hmmmmmm yeh ho sakta hi agar ap kah rahey hain lekin type ziyada kartey hin na


acha point hai

Posted on 9/12/2008 1:49:50 PM

sun_shine:
Rapunzel:
Waalaikum Asalam

kahan ho dearo


*Hum tho idhar hi hain
bas aaj thoray busy thay
   


aaj tu bz nhi

Posted on 9/12/2008 1:50:02 PM

~Fragi~:
mein sehri mein tu kuch khata hee nahi


us waqt sehri krne mein bz hote hain na

Posted on 9/12/2008 1:50:20 PM

Rehan M Din:
Rapunzel:
je andaza ho raha hai


shukar hai pehli baar mai andaza ho gya....
warna ap ko samjhana to boht hi mushkil hai...


lekin na-mumkin nhi

Posted on 9/12/2008 1:50:38 PM


asan bhi to nahi...
aik baat samjhanay k liye 10 din bhi thoray hain...

Posted on 9/13/2008 9:54:12 AM

ab aisa bi nhi

Posted on 9/13/2008 12:25:22 PM

aaj b bina sehri k roza rakha

per aaj aftari at home    

last aftari at home 1st ramadan ko kee thee





Posted on 9/13/2008 7:10:14 PM

~Fragi~:
aaj b bina sehri k roza rakha

per aaj aftari at home    

last aftari at home 1st ramadan ko kee thee






yaani aj aftari achi khasi special ho gi

Posted on 9/13/2008 8:03:09 PM

oh yeah


maza aya

Posted on 9/13/2008 10:50:56 PM

zaberdast waise sab akele kha lya

Posted on 9/13/2008 11:17:05 PM

kahan g ... saaath mein Amma baba b they na


warna woh dono akeley aftari kartey hain aaj mein ney un ko company dee

Posted on 9/13/2008 11:18:30 PM



kitne azeem hain Ap

Posted on 9/13/2008 11:31:57 PM

koi shak nahi


kabhi garooor nahi kiya

Posted on 9/13/2008 11:32:52 PM

gharoor karna bhi mat

Posted on 9/13/2008 11:35:47 PM

hanji warna amma marey geein na

Posted on 9/13/2008 11:37:09 PM

bilkul

Posted on 9/13/2008 11:49:53 PM

waisey subha sehri mein b khub maza aaana hai

Posted on 9/13/2008 11:50:35 PM