Logo

Yun zindzgi ki rah main takra gaya koy


Yun zindzgi ki rah main takra gaya koy



Ek roshni andhere main bikhra gaya koy



Won haadsa woh pahli mulaqat kya kahon



Kitni ajab thi surat_e_ hallat kiya kahoun



Woh kehir woh gazabWoh jafa muj ko yaad hay



Woh us ki berukhi ki ada muj ko yaad hay



Mit ta naheen hay zahen se koy yun chaa gaya koy



Pahle woh muj ko dekh kar barham si ho gayi



Phir apne hi haseen khayaloon main kho gayi



Bechargi pe meri usse rahem a gaya



Shayad mere tarapne ka andaaz bhaa gaya



Saansoon se bhi kareeb mere a gaya koy



Ab is dil_e_tabah ki hallat na pouchiye



Be naam aarzo ki lazat na pouchiye



Ek ajnabi tha rouh ka aarman ban gaya



Ek haadsa tha pyar ka unwaan ban gaya



Manzil ka raasta mujhye dekhla gaya koy

Posted on 2/13/2009 1:55:28 AM


Posted on 2/13/2009 3:08:17 AM


Posted on 2/16/2009 4:12:48 AM

tehzeeb:
thankss for liking

Posted on 2/18/2009 10:11:20 PM

eshajam:
thanks

Posted on 2/18/2009 10:11:52 PM

GooD..

Posted on 2/19/2009 12:17:43 AM

thxxxxxxxx

Posted on 2/19/2009 1:24:01 AM

Ab is dil_e_tabah ki hallat na pouchiye Be naam aarzo ki lazat na pouchiye

Posted on 7/2/2012 10:14:09 PM

Umer Kaati Teri Furqat Mein Bahaatay Aansuu, Yun Ujray Howay Rehna Meri Aadat Nikli…

Posted on 7/10/2012 8:58:39 PM

Firaq-e-Yaar Ne Bhi Be’Chain Mujhko Raat Bhar Rakha, Kabhi Takia Idhar Rakha, Kabhi Takia Udhar Rakha.."

Posted on 7/12/2012 6:49:00 PM

nice

Posted on 9/15/2015 1:27:57 PM