achi mohabbet hai per mohabbet woh nayab cheez hai jo eik saal nahin balke puri umer rehte hai ager sachi ki jae to..![]()
kiran yeh nayab kon hai![]()
ker laina try...
ker laina try...
koi miley to try karoon na..![]()
bus niyat apni saaf rakhna ek din jaroor milegi![]()
bus niyat apni saaf rakhna ek din jaroor milegi![]()
to kisse se milney ki yeh recipe hai..yaar kab se try kar rehi hoon par daal hi nahin galti....koi mashwara do as it seems u know all abt it..lol
![]()
OMG u r a gal maine socha larka ho![]()
well dis is ur todays tip![]()
![]()
Dil do kisi ek ko
Aur do to kisi nek ko
Jo samjhe pyar ke sek ko
Jab tak sacha dildar na mile
Try karte raho har ek ko
Jan. main sarsari mulaqat hum ne ki
Feb. main uss se kuch baat hum ne ki
Mar. main isharay se phaigaam diya ussne
Apr. main aankhon se salam kiya humne
May. main woh aa kar ankhon main uthar gayee
June main aa kar woh DiL main bus gayee
July main khaayee hum ne jeenay marnay ki kasmain
Aug. main toor di zamanay ki rasmain
Sep. main achanak uss ne mulaqatain kum kardi
Oct. main uss ki yaad main hum ne ankhain num kardi
Nov. main jaab uss ki shadee ka card aaya
Dec. main ussey Behan keh kar Dil ko behlaaya
![]()
![]()
kis pagal ne kaha yeh???
OMG u r a gal maine socha larka ho![]()
well dis is ur todays tip![]()
![]()
Dil do kisi ek ko
Aur do to kisi nek ko
Jo samjhe pyar ke sek ko
Jab tak sacha dildar na mile
Try karte raho har ek ko
lol..lol..lol.....yeh sare mujhe larka kiyoon banane pe tulle ho..chalo koi baat nahin!
![]()
wese buhat hi achi recipe hai..mauka milla to try karen ge kabi...![]()
Mohtarma mauka milta nahi,banana parta hai aur hum to hamesha hi logo ko achi recipe hi batate hain![]()
aur muje apko larka banane ka ko shauk nahi hai
![]()
Mohtarma mauka milta nahi,banana parta hai aur hum to hamesha hi logo ko achi recipe hi batate hain![]()
aur muje apko larka banane ka ko shauk nahi hai
![]()
MOHTARMA..lol..wah wah..abb main itni bhi old nahin hoon..
![]()
achaa to kitni old huyi ho
![]()
![]()
achaa to kitni old huyi ho
![]()
![]()
abhi to main jawan hoon..abhi to main jawan hoon..lol..(u heard this song?)![]()
19 saal main se kadam utha ke 20 saal main rakhne wali hoon kuch months main...lol..
so app mujhe itne old kisam ke titles na dain..![]()
BURIYA hahahaahaahahhahahahahahahahahahaha sounds so funnnnnnnnnnny lol BURIYA hahaa![]()
![]()
![]()
BURIYA hahahaahaahahhahahahahahahahahahaha sounds so funnnnnnnnnnny lol BURIYA hahaa![]()
![]()
![]()
chriz yaar thore haso, kahin tumahre dant hi na ghir paren....![]()
![]()
![]()
![]()
yaar DM..u're insulting me man..![]()
cummmmmon yaar saki jus a joke dont take it seriously![]()
awww hey kya naam hai apka, khair jo bhi ho Miss Saki ji
i was jus kidding yaar![]()
bole to apun ek dumm majak kar ra tha baap, faltoo mein koi tension ni lene ka
samjhi kya.. ya doon ek kaan ke niche![]()
![]()