Logo

Sab Ko Mera Salaam



Koi Baat Chairhne Sai Pehle Sab Ko Mera Salaam
                      Aur
Mera Salaam kabool karne ki zehmat dijiye ga
Shukriya


Posted on 4/28/2004 5:43:22 AM

de di jehmat hehe


WELTOME

Posted on 4/28/2004 6:44:22 AM

mundapunjabi.......nice name..........waisa welcome je

Posted on 4/30/2004 11:44:21 PM

wolcom

Posted on 5/1/2004 11:14:08 AM

humein zehmatain lainay ka koi shauq nahin hay

Posted on 5/1/2004 3:27:10 PM


Posted on 5/1/2004 3:47:06 PM

Welcome Shelcome..
o asi v punjabi e aaan..!!
enjoy ur stay with Us..and Lots of..

Posted on 5/2/2004 8:43:50 AM

WAFA:
humein zehmatain lainay ka koi shauq nahin hay

wakeye..zahmetain sirf wohi laitay hain jin k paas mind hota hai..baki log nahi laitay zahmet

Posted on 5/2/2004 8:32:53 PM

shararti yeh bhi aap ki koee shararat hai
warna mind aur zehmat ka kya jore hai

Posted on 5/3/2004 11:30:35 AM

Aray aap bhi nah..samjhtay he nahi..
aray daikhain jis k pas mind nahi ho ga..woh koye kaam naye karay ga..aur jab koye kam naye karay ga tu koye zahmet nahi uthaye ga..aur jis k paas mind ho ga woh kaam karay ga aur zahmet uthaye ga...
kyon ab samjhay?

Posted on 5/3/2004 1:24:02 PM

Shararti:
WAFA:
humein zehmatain lainay ka koi shauq nahin hay

wakeye..zahmetain sirf wohi laitay hain jin k paas mind hota hai..baki log nahi laitay zahmet



oops..ab aap ko kaun samjhayee jin kay pass mind hota hay wohi log tu zehmat nahin laitey

Posted on 5/3/2004 2:50:50 PM

Shararti:
Aray aap bhi nah..samjhtay he nahi..
aray daikhain jis k pas mind nahi ho ga..woh koye kaam naye karay ga..aur jab koye kam naye karay ga tu koye zahmet nahi uthaye ga..aur jis k paas mind ho ga woh kaam karay ga aur zahmet uthaye ga...
kyon ab samjhay?


nahin samjhay
mindless logon ki baatain hum nahin samjhtey

Posted on 5/3/2004 2:53:15 PM

WAFA:
Shararti:
WAFA:
humein zehmatain lainay ka koi shauq nahin hay

wakeye..zahmetain sirf wohi laitay hain jin k paas mind hota hai..baki log nahi laitay zahmet



oops..ab aap ko kaun samjhayee jin kay pass mind hota hay wohi log tu zehmat nahin laitey


Aap he samjha de jeye..oo main tu bhool he gaya...samjhatay tu woh hain jin k pas mind hota hai..sory for ..!!
aur haan ab aap ko koun samjhaye k jin k paas mind hota hai wohi zahmet lay kar kaam kartay hain aur kamyab rahtay hain...understand..awien main gusa mat hoon..mujay gusa pasand naye

Posted on 5/3/2004 7:26:34 PM

WAFA:
Shararti:
Aray aap bhi nah..samjhtay he nahi..
aray daikhain jis k pas mind nahi ho ga..woh koye kaam naye karay ga..aur jab koye kam naye karay ga tu koye zahmet nahi uthaye ga..aur jis k paas mind ho ga woh kaam karay ga aur zahmet uthaye ga...
kyon ab samjhay?


nahin samjhay
mindless logon ki baatain hum nahin samjhtey

o fir tu aap ko apni bilkul samjh naye aaty..ab aap ko main yeh kaisay samjhaoon k without mind sharartain ho he naye saktien..understand..!!

Posted on 5/3/2004 7:28:34 PM

WSALAM
WELCOME HERE

Posted on 5/14/2004 10:32:59 PM

Koi Baat Chairhne Sai Pehle Sab Ko Mera Salaam
                        Aur
Mera Salaam kabool karne ki zehmat dijiye ga
Shukriya

well sab say pehlay tay tussi apni tasweer diti aye... :) punjabi munda ji ..

fer salaam ..

lolz chalo mein vi ... wasalaam baad vich kiya :(

lolz but tussi pehlay parh lyna ;)

Posted on 5/15/2004 3:12:18 AM