Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bhari mehfil main tanha rehna acha lagta hai terey barey main sochtey rehna acha lagta hai .
Kabhi pholon main ,kabhi kaliyon main tujh ko hi dhontey rehna acha lagta hai
Meree zindagi ki khushiyan tumhee say hain wabasta rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai
Hamarey darmiyan hail rahein sadiyon ki khamoshiyan kuch is tarhan guftugu karna acha lagta hai
Tumhrey baghir zindagi ka koi tasavur nahi hai kuch is tarhan tumharee tamanna karna acha lagta hai
Tum hi ko chaha,tum hi ko chahtey hain tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai
Main cheen lon gi tumhein duniya ki rasmon say k mujhye zamaney say baghawat karna acha lagta hai ... ____________________________________________________ ~!Love!~ Bicher Ker Hum Se Kabhi Wo Bhi Terpa To Hoga Bicher ker hum se kabhi wo bhi Terpa to hoga Chund lamhey hi sahi, wo bhi Roya to hoga
Beenai chashm ki kho gai hai ter reh ker Us ke nainon ko bhi Ashkon ne bhigoya to hoga
Dil ke Rishtey bhi kis kader ajeeb hotey hain Tujh ko bhi Sanam kisi Rishtey ne thukraya to hoga
Lub khamosh honge, kismat main tanhai hogi Tub hi Wo Merey Piyaar main dooba to hoga
Terey naseeb main hai aakhiri saans jub tuk Jahan bhi jaoge wahan Piyaar ka saya to hoga
~*~ Wafa ~*~ Main ye nahi kehta k tumhain Pyaar nahi hay Tum Pyaar tou kartey ho lakin Ehsaas nahi hay Hum tou hain k Tum se Umeed-e-Wafa lagaye bethey hain Aur Tum ho k Tumhain Ehd-e-Wafa Yaad nahi hay !!!
Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
khud se uljhoo kabhi zamaane se koi bhoola hai yooh bhulaane se woh ek shaqs jo meri uljhano ka baani thehra nikalna chaahu usse fasaane se dil par se ikhtiyaar khoya hai etbaar nahin manaa lu ga ussay bahane bahane se so eh dil, abh bethay haath milna tujhe khudda milta nahin faqt sar jhukaane se is durr jinno ke doore kya kehna ek dasht ek tanhai maangu zamane se mere zabbat ki toheen bhi hai ruswaai bhi cheeen liya jisse usse na maangna zamane se _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ Zindagi ko bahut aasaan samajhta tha main har aadmi ko insaam samajhta tha main beshumaar fasane hai kehne sunne ko har fasane ko sach samajhta tha main zindagi leti rahi imtihan pe imtihan har imtihan ko gira samjhta tha main _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _