Aroobah said: white
aur CF tum zada na jalo acha....
kia huwa agar main nay tumharay pm ka reply nahi kia to?
jal jal kar kalay ho gaye ho...is liye tumharay liye aik aur kala gulab
ha ha ha jaal kon raha hia dear
reply nahi kia tu is main apun ko jalnye ki kiya zarorat hai
itna xtra blood nahi hia apun ke pass
reply na kernye se apun ko koi farik nahi perta u ko farak parta hai ................
aur PM main bara main ne line mari hai u per
hh ka and rapu ka hi poocha hia na
hh ka pata chal jaye ga rapu ka nahi
and red rose