~~ Chalay jao ~~

81512 views 1325 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom



~~ Chalay jao ~~






Kahan Ja pao Gay Tum?
Chalay Jao...!

Mager Dekhna Khench Lae Ge
Meri Muhabbat
Us Pal Us Lamhay K Jub
Zindagi Ki Dhool Jhulsae GE
Mushkiloun Ki Lambi Sadak Thukraege
Kisi Badan Key Lams Ki Mehek TersaeGe
Kisi Aashna Ko Tersou Gay
Baat Kernay Ko Humnawa Dhondoo Gay
Jub Kabhe Bikhro Gay To Chaho Gay Koi Sameet Lay Bahoun Main
Koi Bharay Aankhooun Main
Koi Choom Ker Tumharay Lub Tum Ko SairaaB Ker Dey
Us Pal.......!
Haan Us Lamhay...!
Meri MuhabbaT .!
Dekhna Tumhain Khench LaeGe...!

Chalay Jao.................!!!!!







Hum Say MuhabbaToun Ki Numaish Na Ho Saki
Bas Itna Jantey Hain Tumhain Chahtey Hain Hum





Posted 20 May 2007

~CHANDNI~ says





Smander poochta hai ab wo dono kiyu nahi attey
wohi donno jo bhegi reet per
kabhi hansttey,kabhi kuch gungunattey
ya kabhi chup chap bhittey duur ufaq ki goodh may
ropposh honay walla sooraj dekhttey
ansoo bhahattey loat jattey!
Samander poochta hai ab wo donno kiyu nahi attey
jo attey thay to apnay saath kitnay khwab lattey thay
kabhi sahi say dehairoo seepiyaa chunttey thay
nangay paoo pani may challey attey thay
bhegi reet say nannay gharondhay bhi banattey thay
aur unmay seepiya,rangeen say kuch sangreezay yu sajattey thay ..
kay jaisay aj kay jugnoosay lamhay
anay walley kal ki moothhi may chupattey thay!
Samander poochta hai ab wo donno kiyu nahi attey
mager samander nay khiza ki siskiya laiti hoee
ek shaam ko wo nojawanno ko nahi dekha
jo dair taak tanha sarey sahil raha bhaitta
phir ussnay dair sarey khaat
buhut say phool sookay aur tasveeray
aur apnay akhri ansoo
samander kay hawalley kerdiyey..

Posted 12 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 12 Aug 2007

~tasha~ says
Posted 13 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 13 Aug 2007

~CHANDNI~ says


fir aake chale jaana, ik baar chale aao
surat to dikha jaao, ik baar chale aao
tumko mere geeton ka sangeet bulata hai
kuch geet mere sun lo kuch apne suna jaao
jo tum bulaayeN fir tum shauk se mat aana
kis baat pe roothe ho itna to bata jaao
kya dil ke tadapne ka ehsaas nahin tumko
ab jaan pe ban aayi lillah chale aao
duniya kisi ke pyaar meiN jaanat se kam nahi
ik dilruba hai dil meiN jo gooroN se kam nahiN
tum baadshaah-e- husn ho husn-e-jahaan
hojaane wafa ho aur mohaabat ki shaan
hojalwe tumhare husn ke taaroN se kam nahin
duniya kisi ke pyaar meiN jaanat se kam nahiN
bhoole se mushkuraaO to moti baras pa
Depalke utha ke dekho to kaliyaan bhi has paDe
khusboo tumhaari zulf ki phoolon se kam nahin
duniya kisi ke pyaar meiN jaanat se kam nahiN


Posted 13 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 16 Aug 2007

^dewaja^ says
~CHANDNI~ said:



fir aake chale jaana, ik baar chale aao
surat to dikha jaao, ik baar chale aao
tumko mere geeton ka sangeet bulata hai
kuch geet mere sun lo kuch apne suna jaao
jo tum bulaayeN fir tum shauk se mat aana
kis baat pe roothe ho itna to bata jaao
kya dil ke tadapne ka ehsaas nahin tumko
ab jaan pe ban aayi lillah chale aao
duniya kisi ke pyaar meiN jaanat se kam nahi
ik dilruba hai dil meiN jo gooroN se kam nahiN
tum baadshaah-e- husn ho husn-e-jahaan
hojaane wafa ho aur mohaabat ki shaan
hojalwe tumhare husn ke taaroN se kam nahin
duniya kisi ke pyaar meiN jaanat se kam nahiN
bhoole se mushkuraaO to moti baras pa
Depalke utha ke dekho to kaliyaan bhi has paDe
khusboo tumhaari zulf ki phoolon se kam nahin
duniya kisi ke pyaar meiN jaanat se kam nahiN




NICE
Posted 17 Aug 2007

~CHANDNI~ says
THANXXXXXXXXXXXXXXXXXXX
Posted 17 Aug 2007

^dewaja^ says
~CHANDNI~ said:

THANXXXXXXXXXXXXXXXXXXX



WELKM
Posted 17 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 18 Aug 2007

~CHANDNI~ says







tum mil gaye ho mujhko aur chahaye mujhe kya!
maangu main kya khuda se,tumhe khuda na mujhe day diya
ragon mein daurta hai,lahu sa pyaar tera!
dekhoon jo aaina to,aaye nazar chehra tera!
rehti hai shama raushan fanoos mein jaise!
basi hai teri chahat mere rooh mein waise!
mein tera ishq hoon,sirf tujhe jaanti hoon!
tere siwa sabhi ko anjaan maanti hoon!
tum mil gaye ho mujhko aur chahaye mujhe kya!

lete hain dil mein karvate armaan is tarah!
uthti ho jaise lehren,samundar mein jis tarah!
har baandh har sahil ko jaise tod denge woh!
majhdaar mein har kashti,dubo denge jaise woh!
lagta hai ab to khauf dil ke armaano se bhi hume!
sahil pe laake mujhko dubo de na yeh kahin!
roshan karen jo ghar,woh jalate hain aashiyaan!
aise chirag humne bhi dekhe hain meherbaan!
yeh lau jo tere pyaar ki,mere dil mein hain raushan!
mita degi mujhe ek din,yeh main bhi jaanti hoon!
tum mil gaye ho mujhko aur chahaye kya!
maangu main kya khuda se,tumhe mangne ka bad

har agaaz ka anjaam bhi hota hai mukammil!
har rahi ko aakhir mein,mil jaati hain manzil!
tum saath jo hoge mere,badhane ko hausla!
chodoge na tum akele mujhe rahe safar mein!
yeh haqueekat to tumse pehle,mein bhi jaanti hoon!
tum mil gaye ho mujhko aur cahahye kya!
maangu mein kya khuda se,tumhe khuda nay dadiya

Posted 18 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 18 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 20 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 23 Aug 2007

~tasha~ says
v nice
Posted 23 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 23 Aug 2007

~CHANDNI~ says






MILNE CHALE AAO

Sabhi Udaas Moasam Hai Kabhi Milne Chale Aao
Dukhon Main Ham Tho Gum Sum Hai Kabhi Milne Chale Aao

Tumhare Baad Kaise Roanaqain Is Dil Ki Nagri Main
Sabhi Charagh Madham Hai Kabhi Milnay Chale Aao

Tumharay Paas Tho Hongi Zamane Bher Ki Sab Khushian
Hamare Paas Tho Gham Hai Kabhi Milne Chale Aao

Tumhari Yaad Ab Dil Ko Bohat Taklif Deti Hai
Nigahain Bhi Tho Purnam Hai Kabhi Milne Chale Aao

Lage Hai Zakham Kitne Bay Baha Dil Pe Mohabbat Main
Tumhare Lafz Merham Hai Kabhi Milne Chale Aao

Bohat Hamderd Hai Yun Tho Hamare Bhi Zamane Main
Mager Phir Bhi Bohat Kam Hai Kabhi Milne Chale Aao

Yeh Pather Hi Na Ho Jaain Nigahain Dekhte Rasta
K Khushian Bhi Tho Berham Hai Kabhi Milne Chale Aao

Na Jane Kab Yeh Ladki Haar Day Sanson Ki Bazi Ko
Isse Lahaq Tere Gham Hai Kabhi Milne Chale Aao
Posted 23 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 24 Aug 2007

~CHANDNI~ said:




Posted 25 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 26 Aug 2007

~tasha~ says
Posted 26 Aug 2007

~CHANDNI~ says




PHOOK KAR HAR KADAM RAKHTA HOON,
PHIR BHI KADAM LADKHADEY TO KYA KAROO,
KOI NAHI CHAHTA APNI BEBASI PE RONA,
AANKH BHAR AAYE TO KYA KAROO,
KHAMOSH JEETA RAHA TANHA RAATON MEIN,
SUBHA NA AAYE TO KYA KAROO,
KOI DAWA NAHI HAI ISHQ KE DARD KI,
DAWA KHUD DARD BANJAYE TO KYA KAROO.



Posted 26 Aug 2007

eshajam says
wowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww
A.M.A.Z.I.N.G.
Posted 26 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 27 Aug 2007

~CHANDNI~ says








.
Posted 27 Aug 2007

khayali says
just remembered someone with that shahery chandni ji thanxxx..
Posted 28 Aug 2007

~CHANDNI~ says
khayali said:

just remembered someone with that shahery chandni ji thanxxx..





thannnnx     khiyali any wayz    ASL
Posted 28 Aug 2007

~CHANDNI~ says
img edited




               
Phir wuhi Rat aa gai sar pe

Wuhi wehshat zada si tanhai

or khayalat-e-muntashir ka hujum

Sab se barh kar to ye ehsas-e-zayan

Dil to khona tha,kho diya ham ne

uske asar bhi magar na rahe.......

Na koi dard hai na bechaini..

Na koi justujoo rahi,na khalish..

Kuch to bachta ke ham saja lete

Apni benaam si ye tanhai..

Naam kya aisi rat ko dain ham?

Shab-e-furqat hai na, Shab-e-gham hai.
Posted 28 Aug 2007

~CHANDNI~ says
Posted 28 Aug 2007

~CHANDNI~ says




Aaj barish hoo rahi thii,
aaj phir in boondon main yad thii thumhari
na jane kya kashis the rimjhim in barish ke boondon main
jo mujhe kheech le jatee hain tumhare pas
ye janta hoon ki nahi chatee ho tum mujhee
par zaroori to nahi ki is bat ko main manoo bhi,
Jo kabhi milogi to poochunga tumse
kya ye barish tumhe bhi satatee hain
pyar na sahi nafrat se bhari
humari bhi kuch yadeen latee hai..


Posted 29 Aug 2007

Reply to Topic