*** Rehan M Din ****

11109 views 160 replies
Reply to Topic
janubaba

Age: 67
Total Posts: 1228
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
@Rehan M Din
It was nice meeting you
I will be coming back very soon InshAllah..
Will go to Kabuli again
Posted 04 Apr 2009


@ SG... ap ka ghar G-10 Markaz se kitni dooori per hai??

@ CF... baray taez o tusi... civic na chalao na...

@ Janubaba... Babaji ab laga di hain to theek hai... bas batana nahi hai keh mai kon hon...

@ SRK & WOL ... taste karnay k liye islamabad ana zarori hai...
Posted 05 Apr 2009

Asian said:

cutefriend said:

main point out keron R M DIN bhai ko ?



us ke shaadi honay wali hai

woh be hmmmmm eh wellll,

ek larki hai, woh jalabee ke dukaan ke uper reti hai

woh woh


CF... tum ne mujhay bataya bhi nahi k tumhari shadi USSSSS jalebi wali dukan k oper walay ghar mai rehnay wali larki se ho rahi hai...
mai samajh raha tha shayad us dukan ki jalebian boht mashooor hain...
Posted 05 Apr 2009

Shahrukh Khan said:

HH bhi hai is pic main>>>



HH k friend behtar bata saktay hain...
Posted 05 Apr 2009

i miss isloo
Posted 05 Apr 2009


to aa jaen...
Posted 06 Apr 2009

~Fragi~ says
Rehan M Din said:


@ SG... ap ka ghar G-10 Markaz se kitni dooori per hai??

@ CF... baray taez o tusi... civic na chalao na...

@ Janubaba... Babaji ab laga di hain to theek hai... bas batana nahi hai keh mai kon hon...

@ SRK & WOL ... taste karnay k liye islamabad ana zarori hai...



mein batayun k aap kidher hu ??
Posted 06 Apr 2009


pehlay yeh to bataen keh ap khud kidhar hain?
Posted 07 Apr 2009

eshajam says

Posted 07 Apr 2009

~Fragi~ says
JB ka shak tu theek hai aapko

but rehan ka galat hai



arey rehan hum tu jahan b hun aap ko hum kaheen sey b pehchan saktey hain
Posted 07 Apr 2009


agar ap pehchan lain gay
to kal raat ko... QTV per aa rahay hain...
zara pehchaniye ga to sahi...
Posted 07 Apr 2009

~Fragi~ says
hum jitnee baar mil chukey hain ... aab pehchana mushkil nahi
Posted 07 Apr 2009


jitni bolay to kitni???
Posted 07 Apr 2009

~Fragi~ says
arey bhai ................yeh mat bholo k apun ka jb k eilwa jo relation hai

Posted 07 Apr 2009


us se kab inkar kia hai ham ne...

bas ham to count kartay kartay bhool gae thay na...

Posted 07 Apr 2009

~Fragi~ says
oh yaar apni counting theek kar lo

coz mein aur piyarey bhai kissi din ap k haan chappa marney ke mood mein hein
Posted 07 Apr 2009


am waiting for dat lucky day...
Posted 08 Apr 2009

~Fragi~ says
it will happen sooon
Posted 08 Apr 2009


Rasta na bhooliye ga...
Posted 08 Apr 2009

~Fragi~ says
woh tu pehley bhi nahi bholey they woh tu aap k security walooon ney aaney nahi diya th
Posted 08 Apr 2009


to phir ab kya karain gay?
Posted 08 Apr 2009

~Fragi~ says
aab aap ko bahir bula lein gein...
Posted 08 Apr 2009


yani ham ne ap k paas ana hai... ap ne hamaray paas nahi aana...
Posted 08 Apr 2009

~Fragi~ says
oh ho hum ney hee na hai .. per aap gate tak ayo gey
Posted 08 Apr 2009

na bulien inhen warna ghar py sara khana khatm ho jie ga,,,,
Posted 08 Apr 2009

~Fragi~ says
kiun aap ney mujhe kab itna paitu dekha hai


waisey b aaj meiney kafi days k baad lunch kiya tha

woh b coz koi beemar tha
Posted 08 Apr 2009

~Fragi~ said:

oh ho hum ney hee na hai .. per aap gate tak ayo gey



gate tak hi ana hai to meray ghar k gate tak aa jaen...
yeh na ho na aap mujhay lahor k kisi gate per bula lain...
Posted 09 Apr 2009

Little Vampire said:

na bulien inhen warna ghar py sara khana khatm ho jie ga,,,,




Paa g... dekh lain... sab yahi kehtay hain... koi to wajah hai na...

wesay mai nay to inhain nihayat kifayat shuari se khatay howay dekha hai... is liye mai inhain peto nahi keh sakta...
Posted 09 Apr 2009

~Fragi~ said:

kiun aap ney mujhe kab itna paitu dekha hai


waisey b aaj meiney kafi days k baad lunch kiya tha

woh b coz koi beemar tha



bemaar koi tha... aur lunch ap ne kia...

yeh kon si science hai?
Posted 09 Apr 2009

~Fragi~ says
Rehan M Din said:

~Fragi~ said:

oh ho hum ney hee na hai .. per aap gate tak ayo gey



gate tak hi ana hai to meray ghar k gate tak aa jaen...
yeh na ho na aap mujhay lahor k kisi gate per bula lain...


nahi nahi Wah k gate per hee bulayun ga
Posted 09 Apr 2009

~Fragi~ says
Rehan M Din said:

Little Vampire said:

na bulien inhen warna ghar py sara khana khatm ho jie ga,,,,




Paa g... dekh lain... sab yahi kehtay hain... koi to wajah hai na...

wesay mai nay to inhain nihayat kifayat shuari se khatay howay dekha hai... is liye mai inhain peto nahi keh sakta...


bus bus insaan ko us per yakeen karna chaiyee jo insaan khud dekhey
Posted 09 Apr 2009

Reply to Topic