#!# Subhaz Fireworks Corner #!#

11499 views 139 replies
Reply to Topic
~Fragi~

Age: 42
Total Posts: 64603
Points: 0

Location:
Neutral Zone,














   


   






    
Posted 05 Mar 2004

subha says
thaanx tarash


achaa @MG
Posted 28 Mar 2004

~Fragi~ says
hein yeh nagri to humri hia
Posted 28 Mar 2004

sharara says
subah is a goood girl.. she works hard.. but never when i want her too
Posted 28 Mar 2004

subha says
@ sh sh sharararar



ta ta ta ta ta taha thiiiishhhh





      



      






        
Posted 29 Mar 2004

subha says
Posted 30 Mar 2004

Rafia says

nice job
Posted 05 Apr 2004

tarash says
any time..........tea time
Posted 10 Apr 2004

subha says








Posted 12 Apr 2004

tarash says
weldone jbz notty girl
Posted 14 Apr 2004

subha says



Rafia

Tarashi

MG

















   


   






    
Posted 14 Apr 2004

tarash says
again weldone
subha ji
jbz notty girl
Posted 14 Apr 2004

tarash says
cum cum subha
sham nahin
Posted 17 Apr 2004

lolzz sahi kahay hay kay gudhay ko daar say samej atti hain essi liya trash tumhain abhi samej nahi aey gi baad main aey gi
Posted 17 Apr 2004

tarash says
mind ur language plzzzzzzzzz
i dont like this
Posted 18 Apr 2004

~Fragi~ says
kiya ho raha hain yahan per ?
Posted 18 Apr 2004

tarash says
~Fragi~ said:

kiya ho raha hain yahan per ?




yahan par logon ko baat karney ki tameez hi nahin hai

aap nein khushhaal baba k comments parhey hain

aur behisi ki inteha hai
k kisi nein objection nahin kia
Posted 20 Apr 2004

Eff14U says
~Fragi~ said:















   


   






    

maza aagya jee main aap ko mubarakbad daynai aya hoon kya AATISH BAZI hai janab. magir afsoos k aap mujay thora late millein warna SAFE GAME's prr aap koo kam delwata
chalin aap World Cuptak INTAZAAR farma lain aap
Posted 20 Apr 2004

~Fragi~ says
tarash said:

~Fragi~ said:

kiya ho raha hain yahan per ?




yahan par logon ko baat karney ki tameez hi nahin hai

aap nein khushhaal baba k comments parhey hain

aur behisi ki inteha hai
k kisi nein objection nahin kia



arey ji bus .. kabhi kabhi koi yunhi kuch keh jata hai .. ji aur khud us ko bhi khaber nahi hoti k kiya kehna tha aur kiya keh diya
Posted 20 Apr 2004

subha says
mansoor ghouri said:

u cum cum subha






tarash said:

cum cum subha
sham nahin



nahi shaam ko subha kho jati hay
Posted 20 Apr 2004

tarash says
acha subha sirf subha k waqt hotee hai
Posted 21 Apr 2004

tarash says
~Fragi~ said:

tarash said:

~Fragi~ said:

kiya ho raha hain yahan per ?




yahan par logon ko baat karney ki tameez hi nahin hai

aap nein khushhaal baba k comments parhey hain

aur behisi ki inteha hai
k kisi nein objection nahin kia



arey ji bus .. kabhi kabhi koi yunhi kuch keh jata hai .. ji aur khud us ko bhi khaber nahi hoti k kiya kehna tha aur kiya keh diya


kam as kam baad mein to ehsas hona chaheay
humsab yahan dost hain
aur doston ki izzat ka khyal bhi rakhna chaheay
Posted 21 Apr 2004

ymahmood says
Yes Tarash you are right we all here at JB are like family members so khushhaal baba shouldn't saying like that as He too is a member of this family.
So Baba say sorry to Tarash and apologise.
Posted 21 Apr 2004

tarash says
ymahmood ur rite
khushhaal shud realize this
Posted 21 Apr 2004

sorry trash well manay mazak main baat ki thee mujay nahi malum tha kay tum bura man jaoo gay i extreamly very sorry

achay dost wohi hotay hain jo dosroo ko maff ker daytay hain ghultti mari he thee once again i say sorry
Posted 22 Apr 2004

ymahmood says
Tarsh Baba Ji Sorry accept ker lo, He is admitting his mistake.
Posted 23 Apr 2004

tarash says
Khush Haal Baba said:

sorry trash well manay mazak main baat ki thee mujay nahi malum tha kay tum bura man jaoo gay i extreamly very sorry

achay dost wohi hotay hain jo dosroo ko maff ker daytay hain ghultti mari he thee once again i say sorry



mujhey aik baat buree lagee main nein keh dee
aap nein maan lee
so baat khatam
hum pehlay bhi dost thay ab bhi hain
ok cheer up
Posted 23 Apr 2004

tarash says
mansoor ghouri said:

yes sahi kah rahain hoon app baba jee nay ghultti say es trerah kaha ho ga or wo sorry bol day gay u dont worried main hoon na



thanx
jab ghouri ghour karey ga to phir preshani ki kya baat hai
baba ji is a good man
Posted 23 Apr 2004

~Fragi~ says
wah wah sulah ho rahi hai .. aur humein khaber nahi heehe nice
Posted 24 Apr 2004

tarash says
aap se chori ki hai
takeh sulah sahi salamat ho jaey
Posted 26 Apr 2004

tarash says
mansoor ghouri said:



lolz thanks and its for u



boht boht shukria ji
Posted 26 Apr 2004

Reply to Topic